Hello Sablog...!!
So this is a parody on Jhalla Wallah by Dayan (ZayaShiz) and Me..!!
Hope you like it..!!
Here you go with it !!😃
Aliya ke body pe bohot lag gaye chot
kyuki nafisa k vajah se cylinder phate gas cylinder
aur phir Zain hojaaye be chain
Suri ki aajaye shaamat ya aafat hayye
Chand bibi kahan gayi..?BV me to qauamat hai haaye.!
Daily soap hai jiska title Beintehaa
ooh Daily soap hai jiska title beintehaa
Aliya ko chumma kiss de karke Zain utha legaya
Aliya,Zain ka aashiq hai Aliya..Aliya
Mera ZaYa Jhalla wallah
Mera Zain aur Aliya aahaa..aaa
Humne samjha tha On screen Harshad jise
Haaye samjha humne tha On screen Harshad jise
Wo to SR manakar 10-20 chumma le gaya
HarshIka banjaaye aashiq ek dusre ka..!!
HarshIka banjaaye aashiq ek dusre ka..!!
Mehfil lipgloss...aur isharoo ki hai..
Mehfil without any KMHs ki hai..
HarshIka couple banjaye to aajaye mazaa
aaye..HarshIka shipping karne me kya gunaah hai..?
Bakhuda kaise khaate hai hum suri ka pasta
Jiss HarshIka ki shipping forum mein hai
Unki happy news mujhko sunaaye koi
Pree ko Harshu ke stares se bachaye koi
HarshIka aashoq banjaaye ek dusre ka
Mera ZaYa jhalla wallah
Mera HarshIka HarshIkaa..!!
Kya batayein jisko ZaYa maan kar saare dreams mere
Haye jis ko ZaYa maan kar poore huye dreams mare
Woh to hume segments me ullu bana gaya
Jis ko perfect on screen jodi kehte rahe
Woh HarshIka off-screen bhi media ko chakma de gaya
Kaske jean pant gentleman jo bane
Pree ke Lipgloss ko stare vo karta raha
Hum shipping karte rahe negativeness hatate rahe
Woh kareeb offscreen bhi aate raha
HarshIka aashiq banjaaye ek dusre ka
HarshIka aashiq banjaaye ek dusre ka
Harshad..preetika Harshika..!.
Haa Pree ka hero, uska aashiq
Uska Majnu, uska Harshu
Uska balma Harshad haye
Uska Harshu Bas tu haye haye
Hero aashiq Harshu Bas tu
Saiyyan balma Bas tu Harshu
Harshad..Preetika...HarshIka..!!
Kaisa Tha...??
P.S I know its long but kya karun...The song is so long..😛
Please...Like and comment
My dear chappals,you are allowed..!!
#Mission 560