i love all the songs
1 kab kaise kis se jud jaye ajab hain iske naate ,iss ristey ka naam hai kya kya tu mera laage
ab tu hi aakar ke samjha main sonch sonch ke thakya
2 jeevan saayhi paya main par pyar da haq na paya uljhe ni jazbaat mere main ki khoya ki paya
kyun ristey itne ulajh gaye yeh koi samajh na sakya
3ik pal laye paas phir koso dur le jaaye ik galti se toote galti se bhi na jud paaye
ye aanshu hain bekar je milna nahi jo maine mangeya
4 naam badal do chahe iska isne nahi hain jhukna pir yeh aisi jisne dil ko reh reh kar chubna
khani hain jaha chot wohi pe jaake dil hain lagya
5 nikhar nikhar ke sawar sawar ke raasta dekhi jaawa ishq de raaste nikal padi main thokar hi naa khawa o rabba dil na todi mera pyar zara main mangya
6 jo kiya tha dil se kiya tha sonch aapni nek thi par hua jo usne riston mein lakire khench di
dil ,mein rab hain tu kehta hain par tu waha nahi reheta hain
kaisa tera insaf hain ja teri karni dekh li
7 bante bante toot gayi hain riston ki yeh dor ve .manzilon tak aate aate raahein le gayi ore ve
jo hua hain hona hi tha raasta yeh khona hi tha todi hain usne toh usi ne jodiyan milwayian
8 aata hain har khwab likha ke aapni hi takdeer ve kahin suhhari raahei bunta aur gaya kahin cher ve tere khwab ki kya kismat yeh zeher hain ya amrit hain yeh toh likha hain in haathon ki tri ek lakir mein tere saaye se bhi gaheri inki hain parchaaian
9 har ik pal mein chipi hai khusiyan dekh aankhein khol ke har hassi mein main baasta hoon rab gaya hain bol ke zid magar yeh teri kaise aur maanga sab milke bhi jo hain usko bhi kho de tu kar ke uska mol ve sanche sukh dekar dukh leya kaisi teri kaamiyaan
10yu hi likta hain har paana gham khushi ke mel da had se bhi zyada gam dekar kyun dilonse khelta tu jo chahe wo hota hain phir koi kyun kyun rota zid hain teri ya marzi hain kyun nahin kuch bolta hain teri marzi toh seh lenge sabhi ruswaayian
11 tu chala tha badlan apne kismata de lekh nu par bhala kya manda kya hain yeh na paaya dekh tu teri sinchi zad na hoi tune har dar chhaan ke dekha sau sau manat maani tune par na andar jhaak de dekha baitha tere andar sai maan le uska lekha band hui ek raah toh usne raawan lakh banaian
12 jikro mein woh hain teri phikro mein woh hain tune zindagi di uske haawale de dega tu jaan par sun o naadaan kyun ishq pe parde daale
bekhabar nahi woh tujhse jaan le tu yeh magar choo bhi jaaye yeh mehek toh chob jaati hain asar yeh toh rab ke phool hain tu chupaayenga kahaan
13kadeh raanjhe di boli kadeh mirze di zubaan
jag mein lage jo koi apna toh tera sapna tu usko baate de gham hain jaahan mein badre gham hai ji aise mauke kam hain na unko gawa de rab ne lau laagai usme mein tu doob ja zindgi tu naam kare karde shukriyaatah
14toot raha dil toot raha hain aaj choot gaya hain koi apna hote hote poora phir reh gaya aadhoora aaj rooth gaya hain mera sapna intezae mein subah ki raat bhi kho gayi dil ki baat bolne mein mein kitnu der ho gayi kiya khali jisne dil kiya khali mera jahaan
14 ho raha hai aaj aisa ho raha hain pyar tera kho raha hain usko baachle aaye koi aaye sang usko le jaaye aisa ho naa jaaye usko bulale saachi hai yeh ishq teri phir kya hain sonchta intezaar hain yeh kaisa kyun nahi tu bolta jo tune na kaahan aaj bole ga khuda
15de raha hain dastak ishq hi ab takkyun tu samajh na paayein kab tak sonchega tu kab tak rokega tu derr kahin naa ho jaaye o deewaano yaad rakhna ishq ka yeh phalsafa hum bhulaaye laakh isko laut aaye har daafa bhar jaayenge zakham reh jaayenge nisaa
ishq hain isdi chupni nai daastaan o nai daastaan ishq da kalma ishq hai
❤️
these are the 15 songs i always sing
Edited by soji123 - 11 years ago