naina was so stupid . ek taraf woh raj se kaheti hai ki usne raj par trust karke galti ki hai .
aur dusari taraf woh abhimanyu par trust kar rahi hai jise woh sirf kuch
dino se janti hai aur jo hamesha use sirf galat baate hi batata hai.
and raj hamesha naina ki help karata hai par woh pagal use samjhti hi nahin hai.