Based on dinka chika song12 maheeny mein 12 tareeke se,
Madhubala offair jayega re
Dinka chinka, dinka chika, dinka chika, dinka chika a a a a a a aa
January mein aayega tc,
Bhejega mb ko bol k low trp
February hogi drashti ki shadi,
Jisk karan mb se hogi uski bidai,
March mein increase honge Vivian k nakhre,
Jis se milne lagege channel ko jhatke
April mein aayega za humara,
Mb ko vo bhi bhijwayega re
Dinka chika, dinka chika, dinka chika, dinka chika a a a a a a a a
May mein aaayegi 24 tareek
Za karega mb ki antim bidai
June mein hoga Vivian ka packup
Bolega channel tantrums he tantrums
July mein aayega Vivian humara
Show ko fir se bachane ko re
Dinka chika, dinka chika, dinka chika, dinka chika a a aa a a a a
August aaayega ek aur news article,
Pinkvilla jo chapwayega re
September mein hoga naya article,
Vivian drashti mein ego aa jayega re
Dinka chika, dinka chika, dinka Chika, dinka chika a a a a
October mein hoga income ka chakkar
Vivian drashti ki salary mein hogi takkar
November mein hoga naye villain ki entry
Khayega galiya bhar bhar k toakri
December mein naya aritle chapne ko ,
Za tc aur pinki ladd jayege re
Dinka chika, dinka chika, dinka chika, dinka chika a a aa a a aa