Mehki saanso main mujhe utaar jaane do
Raat tanhaa aur sard mausam hai
Aaj aapni saanso main mehek jaane do
Shokh nazron ko sharm aati hai
Thartharate hue lab ko lab se sil jaane do
Bikhre hue gesoo bikhra kajal hai
Aaj rooh ko rooh main samaa jaane do
Raat thodi armaan dil main baki hai
Aaj baahon main hi teri raat kaat jaane do