Everybody starts laughing.
Bakbak: You know Nandu, I am sorry. Nandu wahi jo tel lagatein hain
Bakbak: Arre haan ... haaye ... anyways
Bakbak: Yaa Allah! Yeh kya keh diya aapne? Yeh ekdum pyaari si picture banayi hai. Mumma ko dekho yahan pe ekdum side mein ... Shakuntala ...
Zain: ... ji
Fahad: Yeh bahut sahi naam rakha hai ink humne ... bakbak ... yahi karan hai
Bakbak is laughing.
Fahad: Aur ab hum aapke aur unke liye ek khaas sa kuch karne jaa rahein hain ...
Bakbak: Chalein ...
Part-2:
They all move to living room.
There are Fahad, Bakbak, Zain and Aaliya.
Zain to media: So now we are making sandwich for Suraiyyaji ... our mother
While Aaliya and Bakbak work on sandwich, Zain and Fahad watch
Aaliya: Yeh hum bhelpuri sandwich bana rahein hain, if that makes sense to you .. but we are trying something hatke
Bakbak: different (as she works on sandwich)
Aaliya: thanks to Barkat who is very ...
Zain-Aaliya: creative
Aaliya: behind it.
Fahad looks over them
Zain: Iss mein barkat ke dil ke armaan bhi jaa rahein hain saath mein ... masaaledaar
Sandwich ready!
Zain: So yeh hai humari mom ke liye ek achcha sa sandwich jo shayad unko itna achcha na lage kyunki obviously hum unke jaise achche cook nahin hain
Bakbak: But it's a special sandwich jo humne dil se banaya hai, toh I hope ...
Zain: Maine apne haathon se banaaya hai ...
Bakbak: Oh god! Maine dil se banaya hai
Zain: Achcha!
Bakbak to Fahad: Aur aapne?
Fahad: Ji mein toh bass nazaara dekh raha tha. Pataa nahi inhe pasand aayega yaa nahi lekin let's try our luck.
Suraiyaa: Kya ho raha hai yahan?
Everyone: Happy Mother's day mom!
Part-3:
Suraiyya: Thank you very much! Present ke taur pe aap log kya de rahein hain mujhe?
Bakbak: Yeh bhelpuri sandwich
Zain: Philhaal toh aap iss se shuruvat kijiye
Suraiya (with scary eyes): Oh! waow!!! Oh so tasty! yeh kuch description hai ya mein doon kuch iska naam?
Zain: Aap ko jo thik lage
Aaliya: It's called Bhelpuri sandwich actually
Suraiyya: Sexy Suraiyya ...
Aaliya: That's what I call her
Suraiyya: ... chivda sandwich
Everyone: waow!
Suraiyya: S...S...C...S! okay!
Bakbak: Okay try it now ... we have made it with heart se
Suraiyya: heart se ki haath se??? haannn???
Aaliya: dono se
Suraiyya: okay! love daala hai na sabne apna?
Fahad: bilkul
Zain: ji bahut
Fahad: beintehaa mohabbat
Suriayya: beintehaa mohabbat
Zain: beintehaa mohabbat
Suriayya (being scared): Abb toh khaana padega
She eats and enjoys it.
Suraiyya: It's very good actually!
Aaliya: Achcha aur kuch hai jo inhone banaya hai. It's a beautiful apron ... very very cute one
Suariyya: How sweet!
Aaliya: Jo aap ko abhi pehn na hai
Suraiyya: Dikhao (She reads the name of the cartoons ... Bakbak, Suraiyya mom, Zain and Fahad)
While Aaliya is about to put apron on her
Suraiyya (eating sandwich): Ek aur bite le hi letin hoon
Interviewer: Mam inn sabko bhi khilaana hai aapko
Zain: Ji nahi! Mom yeh sirf aapke liye hai. Bilkul koi iss mein baadha banke nahi aayega. aap khaiye isse. Bahut pyaar se banaya hai humne
Everyone is laughing badly.
Suraiyya puts the apron with Aaliya's help.
Suraiyya: Yeh raha mera special apron. Mother's day mein shayad inke saath hi spend karungi, apne real bachche ke saath nahi spend karungi. Agar yeh sandwich woh log phir se nahi banaye toh achcha hai, lekin yeh apron zaroor pehnungi main kitchen mein woh din. So good attempt, yes considering Suraiyya as an international chef, bahut hi achcha attempt tha considering aap ke paas kuch khaas ingredients nahi the ...
Zain: Aur humare paas ingredients mein mehmaan bhi aayein hain kuch
Suraiyya: Haan, haan maalom hai. Unka taste bahut hi achcha hai ... with the sprinkling of those in the center. But as you can see, maine doo bite liye jo pyaar hai inn sabka ... toh I had to take some of it. Thank you very much. Happy Mother's day to all watching.
Zain: Thank you everyone!