Seriously, dreamy hona chalta hein paar yaar, kabhi to observe kiya karo..ki jaab koi hamare barein me baat karta hein to woh hamari aankhon me dekh kar kuch kehta hein nahi ki mere paas jo khari hein uske taraf dekh kar jo ki Raghav non-stop kar raha tha jaab Kamla se woh unki 'beti' k barein me baat kar raha tha...tumhe itni achi aankhen mili hein yaar, kabhi to istemal kar liya karo ya phir thora soch hi liya karo!