just imagine
riz:zain yeh kab hua tune mujhe bataya kyu nahi...tu toh hamesha kehta hain aliya bhabhi ko bhabhi mat keh woh meri biwi nahi hain blah blah ...n now what...
zain: mujhe kya pata maine aaj tar uss mkb ko huge bhi nahi ki hain..
riz: toh phir yeh sab kya hain zain..
zain;mujhe lagta hain zaroor yeh kaam uss besharam zain ka hoga...
riz:besharam zain...kya bol raha hain tu ??thick toh hain.
zain: ohh main pata nahi..
share u r ideas..