Waqt be waqt aap ko satatey rahein ge
Dua karo ke umar lambi ho humari
Warna yaad ban kar zindagi bhar roolatee rahin ge..
----------
Koun janey kab muat ka pegham ajaaye
Zindagi ki aakhire shaam ajaaye
humey to intezar hai is waqt ka
jab humari zindagi aap ke kaam ajaaye....