Na judaa honge hum
Kabhi khushi kabhie gham
Meri saason mein tu hai samaya
Mera jeevan to hai tera saaya
Meri saason mein tu hai samaya
Mera jeevan to hai tera saaya
Teri pooja karoon main to hardam
Yeh hai tere karam
Kabhi khushi kabhie gham
Na judaa honge hum
Kabhi khushi kabhie gham
Meri saason mein tu hai samaya
Mera jeevan to hai tera saaya
Teri pooja karoon main to hardam
Yeh hai tere karam
Kabhi khushi kabhie gham
Na judaa honge hum
Kabhi khushi kabhie gham
Suboh shyaam charno mein diye hum jalayen
Dekhen yahan bhi dekhen tujhko hi paayen
Suboh shyaam charno mein diye hum jalayen
Dekhen yahan bhi dekhen tujhko hi paayen
In labon pe tera bas tera naam ho
In labon pe tera bas tera naam ho
Pyaar dil se kabhi hi na ho kam
Yeh hai tere karam
Kabhi khushi kabhie gham
Na judaa honge hum
Kabhi khushi kabhie gham
Yeh ghar nahin hai mandir hai tera
Is mein sada rahe tera basera
Yeh ghar nahi hai mandir hai tera
Is mein sada rahe tera basera
Khushboon se teri yeh mehektha rahen
Khushboon se teri yeh mehektha rahen
Aaye jaaye bhale hi koyi mausam
Yeh hai tere karam
Kabhi khushi kabhie gham
Na judaa honge hum
Kabhi khushi kabhie gham
Meri saason mein tu hai samaya
Mera jeevan to hai tera saaya
Meri saason mein tu hai samaya
Mera jeevan to hai tera saaya
Teri pooja karoon main to hardam
Yeh hai tere karam
Kabhi khushi kabhie gham
Na judaa honge hum
Kabhi khushi kabhie gham
Na judaa honge hum
Kabhi khushi kabhie gham
Hum paas hai phir bhi kitni hai dooriyan
Oh, kya bebasi hai yeh, kya majbooriyan
Hum paas hai phir bhi kitni hai dooriyan
Jism tu, jaan main, teri pehchaan main
Milke bhi na mile, yeh hai kaisa bharam
Yeh hai tere karam, kabhi khushi kabhi gham
Na judaa honge hum, kabhi khushi kabhi ghamđ