😊
karam kero ya sitam kero, ham gilla nahin kertey
yakeenan khizan mien kabhi phool khillaa nahin kertey
millaa do khak mien ham ko shok se mager yaad rakhna
ham jaisey log dobara milaa nahin kertey!!!!
-------------------------------------------
iss dafa to barishien ruktie hie nahin hai dosto
hamm ney kya ansoo piye ke sarey mosam ro parey!!!😭
---------------------------------------------
shabey intezar kie kashmakash naa poochkaisey sahar hui
kabhie aik chragh jalaa diya kabhie aik chragh bhujhaa diya!!!
-----------------------------------------------------------
main tanhaa bethie shaam key tanhaa sayuun mien sochtie huun....
terey peyar kotaza ghulaab likhuun   ;   ;   ;   ;   ;   ;
terey millan key lamhay khawab likhuun
yaa tujh binn jeena azaab likuun!!!!!!!!!
-----------------------------------------------
baarish kie tamanna hai to samandar kie taraf jaa
yeh abar to sehrayun mien barsa nahin kertey
pachyawey sey bhar ker to koi ozaar anhin hai
jab dill lagatey hain to roya nahin kertey!!!!!!!
-----------------------------------------------
andazey janoon hamm ko bhie aata hai lekin
hamm terie tarah ishq ko ruswaa nahin kertey!!!!
from namal