new ss- continued from hospital scene without taiji

arshi_arylie thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 10 years ago
#1
Abeer could't believe his ears. 4 months was a lot of time. What if meher didn't wake up?
bua and mummyji, both of them refused to even look at his face. Tunnu, though drowning in guilt, couldn't see his juju that way. He knew it was all his fault and now his di and juju were suffering.

Tunnu- Maa, bua, meri galti maaafi ke laayak nahi hai isliye main aapse jitni maafi mangun, woh kam hai. sirf ek guzzaarish hai, jiju ko maaf kardo, iss sab mein jiju ki koi galti nahi hai. woh sirf hum sabko khush dekhna chahte the, agar aaj who nahi hote, toh shaayad main bhi apke samne yahan khada nahi rehta

suman; TUNNU, (she looked at him with utmost anger) yeh sab hone ke bavjud, tumhari himmat kaise hui use insaan ki tarafdari karne ki jiske kaaran tumhari behen ka yeh haal hai.
galti toh meri hai ke maine abeer par vishwaas kiya

Buaji - bhabhi, iss baar abeer ko doshi thehrana galat hoga. kabtak uss Kuber Malhotra ki galtiyon ko abeer sehta rahega. Maana abeer ne jo kadam uthaya woh galat tha par jeeteji abeer meher par kabhi aanch nahi aane dega, aur woh hum pinky bhai ke maaamle mein dekh chuke hain



scene shifts [morning]

Nisaar had no clue what to do. Abeer wouldn't eat or sleep. he was just still, like a corpse.

Nisaar- bhai please kuch to bolo

acha kamse kum paani toh peelo
abeer yaar, khaana na khaane se, paani na peene se meher theek nahi hojayegi

abeer - nisaar jaa yahaan se

Nissan couldn't bear to see both his best friends this way, he left to call sasha.

Abeer heard footsteps and thinking that it was nisaar again he shouted - jaa na yahan se, ek baar me samajh nahi aata kya. Nahi khana to nahi khana

Suman - abeer ghar jao

Abeer was shocked to see mummyji standing there. His eyes clouded with tears, he turned around -
mummyji please, main appko ko pareshaan nahi karunga , mujhe ghar jane ko mat kahiye.

Suman - abeer naha kar aao. tumhe pata haina meher ko late nahaane wale logon se kitni ghin aati hai. Aur kuch kha bhi aana.

Abeer looked confused, to which suman replied, almost crying- meher to already zindagi or maut ke beech khel rahi hai, or ab tum, kitni pareshaani dena chahte ho mujhe? Agar mujhe maa mante ho to kuch kha lo. Beti ko aise deke nahi paari hun aur bete ko aise dekhna nahi chahti.

Suman hugged abeer and while caressing his hair she told him- maaf karde beta, gum mein itni beh gayi ke tumhe doshi therane lagi

Abeer kissed her on the forehead and replied-mummyji aap mujhe beta mantee haina, to aap mujhe kuch bhi keh sakti hain, apko mujhse maafi mange ki koi zarurat nahi hai.




please let me know if you guys want me to continue😊
Edited by asearl_mehbeer - 10 years ago

Created

Last reply

Replies

1

Views

670

Users

2

Likes

3

Frequent Posters

naina927 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 4
Posted: 10 years ago
#2
Aww... so cute... I loved it... abman patch up 😉
Bua ji defended abeer... amazing...
Loving it more bcoz no tai ji 😛
Continue soon...

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".