Originally posted by: mysteriousdoll
tbh dimag m mast dialogue arahe h ye poetic sequence dekh kr pariraj k liye
"aeee bolne de bolne de...taklif hua h bechare ko"
.....vaise bhi
-->i don't want ki tanvi ye show chore...whole show is carried by her...chahe negative ho ya positive
-->negative se to positive hi zyada dikhaya h ki kaise is jaisi ladki himmt to rkhti h sanju ko court m lekr jane ki
-->ni to ....pari jaisi ldki apne pati ka daan krke"apne rajeev" k liye fast rkhti h
the major difference between characters lies over here only
-->kaise pari doormat bnkr threesome krne ko ready h
--->aur ek trf neeti apne pati ko baant ni skti...chahe uske liye usko alag hone pde
aur itne saare plot ke pros and cons m b logo ko neeti ka criminal hi sirf ek reason lgta h
i mean ye sb director k haath m h
lekin uske alaawa i do really think makers are milking this phase more than criminal phase
coz they know pari is wrong
aur uski jitni beizaati hogi trp ayegi...kyunki is time neeti ka har ek dialogue point p h
aur pariraj k fans ko khanjar jaise lg rha h
vaise b i know actors ko board p liya jata h end m positive ya negative dikhane k liye
jaise hi neeti ko sideline kia log to kat lenge is drame se...even on this forum people admit ki show neeti ki wajah se chl rha h
the only difference between pari and anti-pari are
ki pari fans pariraj ko blindly support krte h aur apni convenience k hisab se rajeev ko gaali dete hain
ni to pariraj ki aajtak bhi situations romanticise ho rhi h
aur bs ek hi raag hota hai i neeti criminal h
aur anti pari -->neeti jo criminal h usko criminal bolte h
pari jo doormat aur fraud hai usko doormat+fraud+bigamist bolte h
rajeev jo actually tharki hai usko tharki hi bolte hain
232