Posted:
yaar siddhi ki life mai sirf sacrifice karna hi likha hai,pahala pati ka liya sab kiya or sab usa galat samajta hai,or ab beta bhi usa maa manna sa inkaar kar raha hai,usa beta ka bhi pyar nahi mil raha,jabki jo bacha kunal ka paas hai vo kunal ko bahut pyar karta hai,pata nahi kya hoga siddhi ka,ekta ka serial mai vasa bhi sabhi female lead bus roti hi rahati hai