Originally posted by: poshah
Rockstar's diary update 14th March, 2012- main zindagi ka saath nibhata chala gaya- barbadiyon ka jashna manata chala gaya
Hey pooja, how r u dear. Well agar mei phirse aapki tarif karne lagu toh kar sakthi hoon..pur aap ne kabhi socha ki aap Amitabh bachan ke movie dekhne jaate hei aur koi aapse puchte hei ki movie mei amitabh ji ka acting kaisa tha. Jawab mei hum yehi koshish karte hei ki ...aise kaounsa shabh hei .. jiska meaning hei ki bahut hi lajawaab hei...unke khushi ke expressions dekh ke hum hasne lagthe hei, aur emotional dialogues pe rula bhi dete hei. He is just perfect with the subject. Toh mei bhi aapka diary padhne ke baad kuch aisa hi words dundh rahi hoon jisse aapko bata saku ki aap jis taran se words ko bandh kar dete hei is diary mei...bahut hi sukoon milta hei padke. Ab aap samajh lo jo mei kehna chahti hoon pur thik tarah se keh nahi paa rhai hoon..😊
Okie coming to todayss diary notes...
kehte hai, ki ishq aur mushq chupaye nahi chipta
fir kyon mujhe tumhara woh pyaar nazar nahi aata
haan tumhe mera khayal hai
haan tumne hamesha ek dost ki tarah meri madad kari hai
haan tum mere liye sab se ladne ke liye tayar ho
fir kyon tum mere rukhe swabhav ke piche chipe mere pyar ko nahi samajh payee
kyon jab maine talaak ke liye kahan, meri baat maan li
kyon tum yeh nahi samajh payee ki aaj bhi meri zindagi mein ek humsafar ki kami hai
kyon tum yeh nahi dekh paaye ki jab tumhari aankhon se aansu behte hai, takleef mujhe bhi hoti hai
aur jab tum muskurati ho, to sukun mujhe bhi milta hai
kyon tum kuch kehte kehte ruk jati ho
kyon tumhare kadam meri taraf uthte to hai, magar fir khud ba khud ruk jate hai
kaun sa fansla hai jo tum tay nahi kar paa rahee ho
kyon chah kar bhi mujhe tumhari aankhon mein woh apna pan nazar nahi aa
Kabhi kabhi zindagi mei aisa hota hei ki hum wahi dekhte hei jo hum dekhna chahte hei, wahi samajhte hei jo hum samajhna chahte hei.
Kunal chahe siddhi se jitna bhi pyar kare..phir bhi unko siddhi ki har kaam ek dost ki hesiyat seh kiya huva lagtha hei. Woh samjhta hei ki yeh itni acchi hei..ki kal kya hoga uska parva kiye bagair uska saath de rahi hei ek dost ka har woh farz nibha rahi hei. Kunal hamesha se siddhi ko anand ka pyar socha aur samjha bhi. apne dil ki baat ko bhi undekha karne ka yehi ek wajah hei. Aisa situation mei usko yehi lagtha hei ki uski biwi usse pyar nahi karti hei...jo bhi hei sirf ek dosti hei aur us se zyada kuch nahi.
Here both r correct in their thinking..sirf dekhna ka nazariya alag hei.
Aise halathon mei yeh dono ek dusre ka pyar samjhenge .. yeh toh sapne mei bhi nahi hoga...inke samne nariyal phodke..aarti utarke...100 baar kaho ki haan mei pyar karti hoon aapse...tab jake kaash samajh jaye. Tabh thak aise kayiii pages us diary mei aise hi sawal likhe jayenge ( yeh mei 2000% guarantee ke saath keh sakthi hoon). 😃
Who am I, I am an akdu person
It was a difficult day in court today, because I was almost proclaimed guilty for a crime that I had never committed. Why did I not tell the truth in the court, that I didn't say ilikeyou Richa, I could have questioned the witness that did you hear me say Richa.
Why did Richa bring in that witness, was she sure that I wouldnt tell the truth in the court, that I wouldnt admit my true feelings in the court in front of everyone?
Later, the entire family was at home, rueing the bad day in the court and mourning my sad fate.
Why was I left alone in all this to while away my sorrow with a drink?
Why was Seema, my dear SIL/sister not there with me to console me, probably because she is my well wisher, but she is still not my confidante.
Why was my father, the one who is proud of me, not with me to console me, probably because he tries to understand me, but doesn't always succeed, there is a distance between us which only Anand or my mother could bridge
Why was my wife, the one who likes me, around but still not there to console me
Do I miss a close confidante,
someone with whom I can be me,
someone who doesn't judge me,
someone who isn't looking for a tit for tat with me?
someone who doesn't count when I didn't follow the niceties of saying a thank you/sorry but someone who counts all the times I was there when they were sad
Someone who doesn't count all the times I didn't follow the niceties of a valentines day but
someone who counts all the times I made them smile
someone who counts all the times I was there when they needed someone
Kunu darling ...yeh sab padhke my heart goes out for u...Itne sawal hei aapke dimak mei ki har ek sawal ka jawab yehi hei ki...aapke baju mei beith ke ki agar aapko bataya jaye ki udas mat hoiye sab theek hojayega...toh keh sakthe hei. Your dad, bro, ur wife(ur love)..they all can do this to u..., infact they r doing it. Jaise aap bina bole...apne pyar ke itna kuch karte hei .. kuch batate toh nahi hei na..toh woh bhi yehi kar rahe hei. But just imagine ki siddhi ne aa kar aapke saath beith ke aapko sambhalne ke koshish karegi toh kya aap sambhal jayenge..( iska jawab mei nahi de sakthi kyun ki aap kis waqt kaise react karte hei i still dont understand). Iska jawab sirf aur airf aap de sakthe hei. Ek baat toh mei kehna chahti hoon.. aapko lagtha hei ki that "SOMEONE"...jisko aapka itna parva hei aapke saath nahi hei aapko sambhalne..toh phir woh koun tha jisne bhari adalat mei judge ke samne khud ko bhula kar..is duniya ko bhulakar sirf aap ke liye lad rahi thi..aur ek aur mauka maanga hei sirf aur sirf aapko bachane ke liye. Kya woh sirf ek lawyer Siddhi chopra hei ya phir aapki biwi Siddhi chopra. Agar aapke man mei yeh saare sawal hei.. toh in sabka jawab bhi aap hi ke paas hei, aur kisi ke paas nahi. "
How is it ?
I know in this post I have gone against Siddhi..but I think her tit/tat attitude is not correct. And again no intention to debate..😊, I am just writing a diary !!!