Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 5th Oct 2025 - WKV
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread- 6th Oct 2025.
GALATI HOGAYI 5.10
GEETUs DEATH 6.10
Truth, lies and delusions of Geetanjali - A tribute from Gen4 pankhas
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 6, 2025 Episode Discussion Thread
What a joke this is!
♧Bigg Boss 9 Discussion Thread♧
Armaan Drove G2 towards death (metaphorically)
Baby girl it is 🩷 - Sshura Khan and Arbaaz are proud parents.
Parivaar Ki Izzat!!!
Kyunki Saas Bhi Kabhi Bahu Thi 2: EDT # 3
SO mihir wants to leave Tulsi
Bring her in Gen 5
Was Kajol over the top in Dushman? What a ridiculous movie
Sunday Dhamaka: Who's the better dancer? Madonna, Shahid, or Hrithik?
shabz di add me too😊Originally posted by: Dew-drop
All added:)
Issey apna banana ka shukriya
Ye safar tha meri akeli ka
Issey hamara banana ka shukriya
Chand muskurate pal bhej rahi hu khali kagaz peIn laamhon ko apne dil ke kareb hi rakhna
Warna ye ruth jayenge akele rehne ki aadat mein
Intazaar ke har lamhe ko,khyalo mein pirokar
Meri dhadkhan ko teri aahat par ladkhadate dekha hai
Aise mein hi teri baichan saanso ko,aahista aahista
Honto ki chilman mein,mushkurate dekha hai
Lamho ki unhi garmjoshi mein,palko ke bich
Aankho ko teri palke churate dehka hai
Jaise kisi kaid mein hokar bebas teri aankho ki gahrai mein
Khud ko samette dekha hai
Donoke darmiyaan fisalte faaslo ko
Dhadkan ki dhun par thirkte dekha hai
Dekha hai maine..ek aisahi haseen khwab dekha hai
Ahista ahista
Koi hume inka hota huye dekhe
Aur hamari neende uda kar
Inhe chain se sota hua dekhe
Kunal to Siddhi:Der Se Hua
Originally posted by: Dew-drop
If anyone wants to get added in this AT ..lemme knw ,, I will add them :)
Originally posted by: ankitaankita
![]()
Meri zindagi mein aane ka shukriyaIssey apna banana ka shukriya
Ye safar tha meri akeli ka
Issey hamara banana ka shukriya
Chand muskurate pal bhej rahi hu khali kagaz pe
Ye sawar jayenge tumhari nazaron kea ah peIn laamhon ko apne dil ke kareb hi rakhna
Warna ye ruth jayenge akele rehne ki aadat mein
Intazaar ke har lamhe ko,khyalo mein pirokar
Meri dhadkhan ko teri aahat par ladkhadate dekha hai
Aise mein hi teri baichan saanso ko,aahista aahista
Honto ki chilman mein,mushkurate dekha hai
Lamho ki unhi garmjoshi mein,palko ke bich
Aankho ko teri palke churate dehka hai
Jaise kisi kaid mein hokar bebas teri aankho ki gahrai mein
Khud ko samette dekha hai
Donoke darmiyaan fisalte faaslo ko
Dhadkan ki dhun par thirkte dekha hai
Dekha hai maine..ek aisahi haseen khwab dekha hai
Ahista ahista
Koi hume inka hota huye dekhe
Aur hamari neende uda kar
Inhe chain se sota hua dekhe