Originally posted by: darshana23
This is getting interesting 😆 Zakia ko pakdo zagda laga ke bhag gayi kahi...
"Mere ko naagin boli tu?? Aue mere ko zeher degi???? Areeyyy tere jaisi na jaane kitani nagin aur nagina apun ne Penkarwadi ki patar ki been pe nachati hain... Zyada awaz kiya to yahi pe been bajava ke ta tha thaiyya karva de denge..."
🤣