Ad finished 🤣🤣🤣
Suman enters the hall: jai somnath to auntiea
sab appieee?🤣🤣 Toh dikh kyo nhi rahe ho?? Thoda gao.. jhumo.. mahaul banaoo..
aunty: muhrat kitne baje ka hai Suman ji?
suman: wahi jo har saal hota hai janmashtami mein..kanha ka janam kab hua tha? 12 baje raat ko..
Kanta enters with her obnoxious bahu🤣🤣🤣🤣🤣
kanta: jai somnath Suman
suman: aao kanta aaaoooooo kabhi haveli pe🤣🤣🤣🤣
kanta: are yeh bht acha kiya.. do-do party ek sath.. ek janmashtami ki aur dusri Deshita ke bache ke naamkarann ki
suman: kam se kam main palty de toh rahi hoon..last palty tune kab de thi..!???? Wooo wooo uske bete ki shaadi pe.. barobaar
Kanta: kya suman..mere bezaati krti hai sabke samne🤐🤣🤣🤣🤣🤣🤣
bhabhima enters with ladoo gopal and Chiku🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤐🤐🤐🤐🤐🤐🤐: Jai Somnath
Aunties: Dhara ke hath mein ladoo gopal looks sundar... aur dhara bhi kam nhi lg rahi hai...
gaumbi: thu thu thu.. kisike nazar na lage...
aunties: suman ben apne chiku ko adopt kar liya aur bataya bhi nahi...uska bhi naamkarann kar do .. paisa bach jaegq
suman: idea acha hai...par main kya karun .. kya nhi karun wo tere se sikhu ab🤣? Kyo??
bhabhiMa: kaki, chiku sirf aaj ke liye aaya hai yaha
Aur kisi aur ke bache ka naamkarann hum kyo karenge!🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣Chiku ki maa haine.. uske liye acha sa naam rakhegi
Edited by NayaNehaD31 - 3 years ago