Originally posted by: Tanvi-Agrawal
Yaar I m pissed of with this bhabhibhakti again. Saare paise kya sirf nalli k bchche k liye jama krenge kya kuch puchka puchki k liye bhi bcha lo. Dora ko to maa bnana hai nhi to uski tara to non existing hi hai but puchka puchki to aenge n uske liye bcha lo paise nhi to atleast khud k liye hi bcha lo bhabhi ko kyu de diya kuch bhi matlb koi khudke paise aise bhabhi ko nhi deta har baat jb ki bhabhi ka track record itna kharab hai paiso k mamale me
Tab tak serial bandh ho jayega😅