Suman-Mami-Anita are in the highway looking for a ride to go to Porbandar
Mami says, " aye balayi ka zamana hi nahi raha hai, mujhe jaisi nek aurat ke liye koi lift dene ke liye tayyar nahi hai" 😆
Suman says, "mantra jaise pali hai"
Anita says, "woh sab toh teek hai mujhe pata hota itni dhoop honewaali toh mein sunscreen lagake nikalti naa, itni Tan ho rahi hoon mein, mujhe garmi lag rahi hai" and fake cries.
Suman says, "woh toh dali rahi hai, todha rang jaaye toh kya farak padegaa, tum donon ke shakal dekh ke, koi beek bhi na de, lift toh dhoor ki baat hai"
Mami says, "haan bhai, aap ek kaam karo, aap hai na ye chaand sa mukda leke aajaoo idhar, jo karna hai jaldi karo kabhi aisa na ho ki jab tak hum log wahan shaadi me pahunche naa, phool hi phekte reh jaayenge"
Suman says, "kitni buri teri shakal hai na utna hi bura tera muh bandh hi rakh dho zara"
Mami finally stops a car and asks the driver if he can drop them at Probandar as it's an emergency
Driver says it will cost 500 rupees
Mami says, we are 3 of us, she will give 501 rupees for all 3 of them and asks him to get the money from Suman.😆
Driver takes them to Porbandar