Back at PN
Dhara is doing chores near the well, cleaning and sweeping. She is serious looking
Suman comes there and says, "kya hua sade hue aachar kin tarah mugh kyun banayi hai"
Dhara says, "Maa mujhe lagta hai hume Raavi ko jaane nahi dena chahiye thaa, rok lena thaa usse"
Suman says, "haan, taaki mujhe saanp ne dasa nahi, toh woh koi doosra idea laga sake, mera kaam tamam kar sake, tum bahuen chahte ho ki mein mar jaaoon, mein nahi marnewaali"
Dhara says, 'Maa aapko to meri umar lag jaaye"
Suman says, " mein kitna bhi karela shabd boloon, tum chashni jawab hi dhegi, jaanti hoon"
Dhara says, "jaise aap mujhe jaanti ho na , waise mein Raavi ko jaanti hoon Maa, aapko maarne ki saazish woh kabhi nahi kar sakti, choti moti bewakoofiyan kar sakti hai par aapko maarna, kabhi nahi chahegi woh, Maa Raavi ka dil bhii na Shiva jaise saaf hai"
Suman is making faces
Suman says, " Teri jo acchayi hai na, isski wajah se woh donon aage nikal gaye aur tum peecha reh gayi, dekh woh Markundi gaay talaq talaq khelte kehlte chali gayi apne ghar, aur ye Pattrani offce office khelte chali gayi office aur tyu reh gayi akeli mere paas, jaadu maarne ke liye"
Why suman never acknowledges the household work raavi does...