Originally posted by: rivaanvira
sikka ka wazan taimoor se jyada hai - aude mein & ding-dong ke experience mein.. then 50 crore to banta hai ..
25 crs ka shohar toh zinda nahi raha, lekin 50 crs ka shohar Mahi ko free bacche bhi dega, and bonus mein apna bhikharan aashiq Romana ki dil torne ka baddua bhi milega 🤣
1k