Hey guys!
Here's the link for Bilal Abbas Khan's interview with Momin Ali Munshi:https://www.youtube.com/watch?v=ukt3RxytJ1o
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 21st Sep 2025 - WKV
🏏India vs Pakistan, Asia Cup-Super Four, Match 14 (A1 v A2) Dubai🏏
🏏 Asia Cup 2025: Sri Lanka vs Bangladesh, Super Four, Match 1 Dubai🏏
HONEYMOON🏩 20th and 21.9
Star Parivaar Ki Favourite Saas
Downfall is Real! No one even cares for SPA pics this year
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 21, 2025 Episode Discussion Thread
Akshay Kumar Is Back To Giving Hits
Saiyaaara spoof
Let's Discuss Abhir
H-1B Visa Crisis: Families Forced to Return, Futures at Stake
👻😈😈😈Mask Of Zorro😈😈😈👻
Jobless Poddars
Happy Birthday Kareena Kapoor 💐🎊
24 years of Ajnabee
Chunkey Panday happiest for Ahaan’s success (Saiyaara)
King leaked pictures - Shah Rukh, Abhishek and Suhana
Tabu likes a reel shading Deepika on Instagram
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 22 Sep 2025 EDT
Screening - Mera Desh Pehle - The Untold Story Of Shri Narendra Modi
Hey guys!
Here's the link for Bilal Abbas Khan's interview with Momin Ali Munshi:https://www.youtube.com/watch?v=ukt3RxytJ1o
i agree with u
Sajal is such a prankster man! With both the guys she played pranks...that makes me like her even more! Considering she is such a serious actor when i hear of such pranks and all i love it and her even more. 😆Bilal is such a sweetheart though, no airs about himself just a sweet humble guy. Love him.BTW this Momin guys seriously needs to do his homework on his guests, almost every episode he mumbles something else and people/guests correct him! The title of this episode is also not correct btw (clickbait much!)He def has the characteristics of an anchor/chat show host but he needs to work on his monologues and PLEASE OH PLEASE ask some GOOD questions... 🤢Am i the only one who thinks like that?!!??!!😕
Originally posted by: --HiNa--
Momin:I rungreza ki bat kare to whem the show opened sajal and bilal were hit but then yks ki boht hip hogai ahad aur sajal went everywhere .don't you feel insecure key humhri jodi hit thi ab ahad sajal ki hogai?
Bilal:honestly speaking I never expected my and sajal pair to get hit rungrrza isnt a love story.is a story of girl played by sajal and is relationship of father and daughter it was never a love story.yks was the love story considering that kisi se insecure hona is the one of mostFoolish thingInstead of being thankful me insecure hoga to phir Mujse bara ulo ka pata koi nhi ha
Originally posted by: --HiNa--
😡 i agree with u
u aint alone i hate him he is so irritating😡ek khoon maf hota to me iska hi kartihe actually asked bilal HAVE U EVER SEND YOUR NUDES TO SOMEONE😡have u ever paid for po*n ? bilal ki shakal dekhne wali thihe said no no to momin said free me dekhty ho 😉and bilal was nhi me nhi dekhta me paki actor ho aisi harkaty ni krta
Episode number : 24
yeh scene tab ka hai jab Saim ( Geeti ke betay ) ko chout lagti hai. Zobia ' dr asfand ke ghar aati hai, aur baad mein dr asfand bhi Saim ke zakhmi honay ki khabar suntay hi ghabraya hoa sa aata hai .
maqam : dr asfand ka ghar
kirdaar : dr Asfand, Dr . Zobia
Saim bed par aaraam karte hue chachu ( asfand ) se mobile mangta hai game khailnay ke liye. aur asfand apna mobile day deta hai ke kuch der khail le bas .
Saim ny ear phone kaanon se laga liye hain aur game khailnay laga hai. asfand yaar ny itni der baad ab dheyaan aur tavajja se Zobia ki taraf dekha hai. Zobia chunkay ussi ki taraf dekh rahi thi isi liye un dono ki nazrain mili hain .
asfnd yaar : thanks Dr. Zobia . . ( sanjeeda andaaz )
Zobia ny uss ke thanx par abhi sirf sir hi hilaya hai ke asfand yaar mazeed bola hai. woh apne mizaaj aur aadat ke Bar khilaaf khud hi tafseel batanay laga hai .
asfand yaar : "Saim ny rotay hue phone kiya. to main iss ki chout ka sun kar ghabra hi gaya tha" ( asfand yaar ny aik nazar game khailtay Saim ko phir se dekha )
Zobia, ' asfand yaar se sanjeedgi se pooch rahi hai .
Zobia : "main aap se aik baat pouchon dr asfand yaar. .
asfand yaar ny sir haan mein hilaya hai ."
asfand yaar : "jee ?"
asfand yaar Zobia ki taraf sawalia nazron se dekh raha hai. .
Zobia ny bohat sanjeedgi se asfand yaar se apne dil ki soch jo usay bohat dair se andar se heran kar rahi hai asfand yaar ke samnay bayan kar di hai .
Zobia : "main ny aap ko hamesha bohat composed aur nervous control mein rakhtay dekha hai. mushkil se mushkil surgery aur serious se serious patient ko handle karte hue bhi aap apne asaab par qaboo rakhtay hain. lekin aaj main ny aap ko pehli baar iss terhan pareshan hotay dekha hai ."
Zobia ka sanjeeda sawal aur aankhon mein qadray herani si ke Asfand Yar jaissa apne asaab par qaboo rakhnay wala bandah kaisay bokhla gaya aaj. .
asfand yaar Zobia ki taraf dekh ke madham aawaz mein pooch raha hai .
asfand yaar : "aap heran ho rahi hain ?"
Zobia :" jee. ." ( Zobia ny sir iqraar mein hilaya hai. )
woh Zobia ke herani bharay sawal par madham se andaaz mein muskuraya hai. yeh muskurahat qadray udasi bhari hai .
asfand yaar : "apna khoon behta dekhna aasaan nahi hota dr Zobia . . insaan kitna hi bara surgeon kyun na ban jaye. . par jab kisi apne ka lahoo behta hai to us ki saari qabliyat jazbaat ke agay dhari ki dhari reh jati hai ."
( pause )
asfand yaar yak dam hi bilkul sanjeeda ho gaya hai usay khud iss baat ka andaza nahi ke woh Zobia se apne dil ki baten share kar raha hai. apni feelings jo woh kabhi kisi se share nahi karta Zobia se share kar raha hai. Zobia uss ki taraf baghor dekh rahi hai .
asfand yaar : "main ny apne un hathon par sab se pehla khoon kisi bohat apne ka lagtay dekha tha. . main woh manzar kabhi bhool nahi paata. . qatra qatra mere hathon par tapakta woh khoon mere bhai ka tha. . wohi khoon jo meri ragon mein bhi daud raha tha. . jab mein ny woh khoon apne hathon par tapakte dekha tha to. . "( gehray dukh bharay lehjey mein )
asfand yaar bohat vulnerable aur unguarded lag raha hai iss pall. apne gird jo deewar woh dosaron ko khud se door rakhnay ke liye kheinch rakhta hai is pall gir gayi hai. usay fori tor par khud yeh ehsas nahi ho saka ke woh Zobia ko apne andar jhanknay ki ijazat day raha hai .
boltay boltay hi asfand ko yeh ehsas hoa ke woh Zobia se apni zaati baten share karne laga hai to woh foran chup hoa hai. uss ny fori tor par apne jazbati pan par qaboo paaya hai. woh aik gehri saans le kar Zobia se sanjeedgi se bola hai. woh jaisay foran baat khatam karne laga hai. jaisay lamhay bhar ke liye jazbati ho kar jo kuch bhi bol gaya magar ab mazeed Zobia se kuch share nahi karna chahta .
asfand yaar : "rehne den. . aap ko samajh nahi aeye ga. . "( baat khatam karne wala andaaz )
Zobia ' asfand yaar ke' ' samajh nahi aeye ga' ' walay alfaaz par zara sanjeeda magar jazbati si ho kar boli hai .
Zobia : "mujhe samajh mein aata hai. . jis ny apne bohat Aziz rishte apni aankhon ke samnay jatay dekhe hain woh dosray ka dukh samajh sakta hai. . main ny apni aankhon ke samnay apni ammi aur abi ko khoya tha. . meri ammi ki natural death nahi thi. . meri aankhon ke samnay unhon ny dam tora tha. ."
( uss ki aankhon mein boltay boltay nami ubhar aayi hai. )
asfand yaar Zobia ki taraf bohat tavajja aur sanjeedgi dekh raha hai. usay jaisay Zobia ki zaati zindagi ke iss dukh ka jaan kar afsos hoa ho. .
usay Zobia ka udaas chehra aur par num ankhen bhi nazar aa rahi hain. Zobia chup hui hai to woh lamhay bhar ki khamoshi ke baad sanjeedgi se bola hai .
asfand yaar : "i am sorry. mujhe yeh sab sun kar bohat afsos hoa hai ."
cut
Episode number : 26
yeh scene tab ka hai jab sharafat baba ( aik mareez ) intqaal kar jatay hain' aur mareez ke rishte daar Zobia ko zimma daar thehra rahay hotay hain. sharafat baba ki mout ke baad Zobia bohat up set hojati hai. aur asfand uss ko hosla deta hai .
Zobia jaldi se apne ansoo saaf karne lagi hai. asfand yaar ny narmi se Zobia ko aawaz di hai .
asfand yaar : "Zobia . . meri taraf dekho ."
Zobia ny uss ki taraf nahi dekha. . woh Zobia ke barabar mein baith gaya hai. usay nazar aa raha hai ke Zobia iss waqt jazbati tor par bilkul toot si gayi hai. aur usay jazbati saharay ki zaroorat hai .
asfand yaar : "kuch nahi huwa hai. . sab theek hai. ".
asfand yaar ny narmi se kaha hai. Zobia ny us ki taraf dekha hai. woh us ki taraf dekh ke ro pari hai. woh rotay hue boli hai. Zobia jazbati tor par nidhaal si ho ke toot gayi hai .
Zobia : "sharafat baba meri wajah se mar gaye. . woh mar gaye. . mere hathon se aik insani jaan chali gayi aur aap keh rahay hain kuch nahi hoa ?"
asfand yaar us ki fikar aur parwa karta hai. asfnd yaar ki nazron mein Zobia ke liye shadeed mohabbat aur fikar nazar aa rahi hai .
Zobia rotay hue boli hai .
Zobia : "woh meri wajah se mar gaye. . mere hathon mar gaye. ."
asfand yaar : "hum doctors khuda nahi hain Zobia . . we are not God. . zindagi aur mout dena hamaray ikhtiyar mein nahi. . kyun khud ko aik aisi baat ke liye blame kar rahi ho jis mein tumhara koi qasoor hi nahi hai." ( pause ) ( asfand yaar bohat narmi aur pyar se usay samgha raha hai. )
asfand yaar : "hamara kaam apni sab salahiyaten istemaal kar ke mareez ki jaan bachana hota hai magar usay zindagi dena nah dena ALLAH ka ikhtiyar hai ."
asfand ke samajhane ka andaaz dheema aur pyara hai. is waqt woh Zobia ko bhar poor jazbati sahara aur support day raha hai .
asfand yaar : tum ny apni poori koshish ki' magar ALLAH ko yahi Manzoor tha. ". ( pause )
iss pall woh is se apni mohabbat chupaney ki bhi koshish nahi kar raha' uss ke bolnay ke andaaz se uss ke Zobia ke nazdeek bethnay ke andaaz se' uss ke har har andaaz se zahir hai ke woh is larki se walehana mohabbat karta hai .
asfand yaar : "hum sab jantay hain sharafat Baba chronic kidney disease mein mubtala they. . un ki kidneys all ready ab sahih function karna chor chuki theen. . agar un ke betay iss terhan inhen zabardasti sath na le jatay' woh hamaray paas regularly apna dialysis karanay atay rehtay tab bhi un ki zindagi bohat se bohat bhi saal' chay mahinay se ziyada na bachi thi. . "( pause )
asfand yaar ny narmi se samajhate hue Zobia ke hathon ko bohat pyar aur narmi se pakra hai .
asfand yaar : "apne jin hathon ko tum aaj kisi ki mout ka zimma daar samajh rahi ho yaad hai unhi hathon ke zariye aik zindagi ny duniya mein ankhen kholi theen. tum Zahid Khan ki biwi aur bachay ko bhool gayeen. . jinhein tum ny bachaaya tha. ." ( pause )
woh Zobia ke dono hathon ko apne hathon mein thaam kar inhen khol kar apne aur Zobia ke samnay phelata hoa bola hai .
asfand yaar : "yeh haath bohat qeemti hain. . abhi inhon ny bohat se mareezon ki jaanen bchani hain. . "( pause )
ansoo abhi bhi Zobia ke galoon par bikhare aur aankhon mein bharay nazar aa rahay hain' par woh ab ro nahi rahi. . asfand yaar ke hathon mein Zobia ke dono haath issi terhan khulay hue hain' uss ki khuli hui hatheliyan un dono ki nigahon ke samnay hain .
asfand yaar : "is takleef se hum sab doctors zaroor guzarte hain' kabhi hamari laakh koshish ke bawajood hum apne mareez ko nahi bacha paate. . ALLAH ki Maslehat ke agay to hum sab be bas hain naa . jis ka waqt aa gaya' hum usay kaisay bacha satke hain?" ( pause )
asfand yaar ny chehra Zobia ki taraf jhuka ke usay baghor dekha hai. Zobia aur asfand yaar ki nazrain mili hain. asfand yaar apni baat par mabham sa muskurata hai. .
asfand yaar : "khud ko sanbhalo. . shabash. . you are a brave girl ."
cut
Aglay haftay hoga woh scene. . jo drama mein shaamil nahi tha. jab urooj asfand ke rubaroo hoti hai, aur maffi maangti hai .
Raat 8 bujey sirf Farhat Ishtiaq official page par. . .
101% I agree with you on everything you said
No like i get it yaar, times have changed i dnt know much about pakistan and muslim culture but people from these backgrounds have changed with the times (the whole world has, no matter we like it or not, so many unrequired things happening in the indian industry aswell, i am just waiting for that one day when people realize its ALWAYS QUALITY OVER QUANTITY) as i can see so, its ok if you are in a diff surrounding and with friends such things you can talk about but not when it comes to TV/Online shows with these actors, they have a image to maintain so i can ONLY IMAGINE his discomfort with this episode. Watching these interviews i always feel the guests should have a rough brief of the interview beforehand before sitting down for recording, such idiotic questions can really piss off a lot of people and sentiments.I am all for changing times and evolution but please do it in a dignified & smart way considering you are 'trying to appeal' to the MASSES, yes one can argue that 'one cannot please everybody' but having said that how is it even OK for him to ask these questions when clearly the guests is uncomfortable answering them!Even ARM had mentioned in his later interviews that 'this one intvr asked me the wildest place i have made out in and i did not know what to say' such questions to these actors who are trying to maintain an image is so foolish!In the rush to become VIRAL this guy is more TMZ (joke) material than HSY/COFFEE WITH KARAN material! I like HSY even more than CWK.
Today's deleted scene from YKS
(Copy pasted from Ms. Farhat Ishtiaq's official Facebook page)Episode number : 24
yeh scene tab ka hai jab Saim ( Geeti ke betay ) ko chout lagti hai. Zobia ' dr asfand ke ghar aati hai, aur baad mein dr asfand bhi Saim ke zakhmi honay ki khabar suntay hi ghabraya hoa sa aata hai .maqam : dr asfand ka ghar
kirdaar : dr Asfand, Dr . Zobia
Saim bed par aaraam karte hue chachu ( asfand ) se mobile mangta hai game khailnay ke liye. aur asfand apna mobile day deta hai ke kuch der khail le bas .
Saim ny ear phone kaanon se laga liye hain aur game khailnay laga hai. asfand yaar ny itni der baad ab dheyaan aur tavajja se Zobia ki taraf dekha hai. Zobia chunkay ussi ki taraf dekh rahi thi isi liye un dono ki nazrain mili hain .
asfnd yaar : thanks Dr. Zobia . . ( sanjeeda andaaz )
Zobia ny uss ke thanx par abhi sirf sir hi hilaya hai ke asfand yaar mazeed bola hai. woh apne mizaaj aur aadat ke Bar khilaaf khud hi tafseel batanay laga hai .
asfand yaar : "Saim ny rotay hue phone kiya. to main iss ki chout ka sun kar ghabra hi gaya tha" ( asfand yaar ny aik nazar game khailtay Saim ko phir se dekha )
Zobia, ' asfand yaar se sanjeedgi se pooch rahi hai .
Zobia : "main aap se aik baat pouchon dr asfand yaar. .
asfand yaar ny sir haan mein hilaya hai ."
asfand yaar : "jee ?"
asfand yaar Zobia ki taraf sawalia nazron se dekh raha hai. .
Zobia ny bohat sanjeedgi se asfand yaar se apne dil ki soch jo usay bohat dair se andar se heran kar rahi hai asfand yaar ke samnay bayan kar di hai .
Zobia : "main ny aap ko hamesha bohat composed aur nervous control mein rakhtay dekha hai. mushkil se mushkil surgery aur serious se serious patient ko handle karte hue bhi aap apne asaab par qaboo rakhtay hain. lekin aaj main ny aap ko pehli baar iss terhan pareshan hotay dekha hai ."
Zobia ka sanjeeda sawal aur aankhon mein qadray herani si ke Asfand Yar jaissa apne asaab par qaboo rakhnay wala bandah kaisay bokhla gaya aaj. .
asfand yaar Zobia ki taraf dekh ke madham aawaz mein pooch raha hai .
asfand yaar : "aap heran ho rahi hain ?"
Zobia :" jee. ." ( Zobia ny sir iqraar mein hilaya hai. )
woh Zobia ke herani bharay sawal par madham se andaaz mein muskuraya hai. yeh muskurahat qadray udasi bhari hai .
asfand yaar : "apna khoon behta dekhna aasaan nahi hota dr Zobia . . insaan kitna hi bara surgeon kyun na ban jaye. . par jab kisi apne ka lahoo behta hai to us ki saari qabliyat jazbaat ke agay dhari ki dhari reh jati hai ."
( pause )
asfand yaar yak dam hi bilkul sanjeeda ho gaya hai usay khud iss baat ka andaza nahi ke woh Zobia se apne dil ki baten share kar raha hai. apni feelings jo woh kabhi kisi se share nahi karta Zobia se share kar raha hai. Zobia uss ki taraf baghor dekh rahi hai .
asfand yaar : "main ny apne un hathon par sab se pehla khoon kisi bohat apne ka lagtay dekha tha. . main woh manzar kabhi bhool nahi paata. . qatra qatra mere hathon par tapakta woh khoon mere bhai ka tha. . wohi khoon jo meri ragon mein bhi daud raha tha. . jab mein ny woh khoon apne hathon par tapakte dekha tha to. . "( gehray dukh bharay lehjey mein )
asfand yaar bohat vulnerable aur unguarded lag raha hai iss pall. apne gird jo deewar woh dosaron ko khud se door rakhnay ke liye kheinch rakhta hai is pall gir gayi hai. usay fori tor par khud yeh ehsas nahi ho saka ke woh Zobia ko apne andar jhanknay ki ijazat day raha hai .
boltay boltay hi asfand ko yeh ehsas hoa ke woh Zobia se apni zaati baten share karne laga hai to woh foran chup hoa hai. uss ny fori tor par apne jazbati pan par qaboo paaya hai. woh aik gehri saans le kar Zobia se sanjeedgi se bola hai. woh jaisay foran baat khatam karne laga hai. jaisay lamhay bhar ke liye jazbati ho kar jo kuch bhi bol gaya magar ab mazeed Zobia se kuch share nahi karna chahta .
asfand yaar : "rehne den. . aap ko samajh nahi aeye ga. . "( baat khatam karne wala andaaz )
Zobia ' asfand yaar ke' ' samajh nahi aeye ga' ' walay alfaaz par zara sanjeeda magar jazbati si ho kar boli hai .
Zobia : "mujhe samajh mein aata hai. . jis ny apne bohat Aziz rishte apni aankhon ke samnay jatay dekhe hain woh dosray ka dukh samajh sakta hai. . main ny apni aankhon ke samnay apni ammi aur abi ko khoya tha. . meri ammi ki natural death nahi thi. . meri aankhon ke samnay unhon ny dam tora tha. ."
( uss ki aankhon mein boltay boltay nami ubhar aayi hai. )
asfand yaar Zobia ki taraf bohat tavajja aur sanjeedgi dekh raha hai. usay jaisay Zobia ki zaati zindagi ke iss dukh ka jaan kar afsos hoa ho. .
usay Zobia ka udaas chehra aur par num ankhen bhi nazar aa rahi hain. Zobia chup hui hai to woh lamhay bhar ki khamoshi ke baad sanjeedgi se bola hai .
asfand yaar : "i am sorry. mujhe yeh sab sun kar bohat afsos hoa hai ."cut
Episode number : 26
yeh scene tab ka hai jab sharafat baba ( aik mareez ) intqaal kar jatay hain' aur mareez ke rishte daar Zobia ko zimma daar thehra rahay hotay hain. sharafat baba ki mout ke baad Zobia bohat up set hojati hai. aur asfand uss ko hosla deta hai .
Zobia jaldi se apne ansoo saaf karne lagi hai. asfand yaar ny narmi se Zobia ko aawaz di hai .
asfand yaar : "Zobia . . meri taraf dekho ."
Zobia ny uss ki taraf nahi dekha. . woh Zobia ke barabar mein baith gaya hai. usay nazar aa raha hai ke Zobia iss waqt jazbati tor par bilkul toot si gayi hai. aur usay jazbati saharay ki zaroorat hai .
asfand yaar : "kuch nahi huwa hai. . sab theek hai. ".
asfand yaar ny narmi se kaha hai. Zobia ny us ki taraf dekha hai. woh us ki taraf dekh ke ro pari hai. woh rotay hue boli hai. Zobia jazbati tor par nidhaal si ho ke toot gayi hai .
Zobia : "sharafat baba meri wajah se mar gaye. . woh mar gaye. . mere hathon se aik insani jaan chali gayi aur aap keh rahay hain kuch nahi hoa ?"
asfand yaar us ki fikar aur parwa karta hai. asfnd yaar ki nazron mein Zobia ke liye shadeed mohabbat aur fikar nazar aa rahi hai .
Zobia rotay hue boli hai .
Zobia : "woh meri wajah se mar gaye. . mere hathon mar gaye. ."
asfand yaar : "hum doctors khuda nahi hain Zobia . . we are not God. . zindagi aur mout dena hamaray ikhtiyar mein nahi. . kyun khud ko aik aisi baat ke liye blame kar rahi ho jis mein tumhara koi qasoor hi nahi hai." ( pause ) ( asfand yaar bohat narmi aur pyar se usay samgha raha hai. )
asfand yaar : "hamara kaam apni sab salahiyaten istemaal kar ke mareez ki jaan bachana hota hai magar usay zindagi dena nah dena ALLAH ka ikhtiyar hai ."
asfand ke samajhane ka andaaz dheema aur pyara hai. is waqt woh Zobia ko bhar poor jazbati sahara aur support day raha hai .
asfand yaar : tum ny apni poori koshish ki' magar ALLAH ko yahi Manzoor tha. ". ( pause )
iss pall woh is se apni mohabbat chupaney ki bhi koshish nahi kar raha' uss ke bolnay ke andaaz se uss ke Zobia ke nazdeek bethnay ke andaaz se' uss ke har har andaaz se zahir hai ke woh is larki se walehana mohabbat karta hai .
asfand yaar : "hum sab jantay hain sharafat Baba chronic kidney disease mein mubtala they. . un ki kidneys all ready ab sahih function karna chor chuki theen. . agar un ke betay iss terhan inhen zabardasti sath na le jatay' woh hamaray paas regularly apna dialysis karanay atay rehtay tab bhi un ki zindagi bohat se bohat bhi saal' chay mahinay se ziyada na bachi thi. . "( pause )
asfand yaar ny narmi se samajhate hue Zobia ke hathon ko bohat pyar aur narmi se pakra hai .
asfand yaar : "apne jin hathon ko tum aaj kisi ki mout ka zimma daar samajh rahi ho yaad hai unhi hathon ke zariye aik zindagi ny duniya mein ankhen kholi theen. tum Zahid Khan ki biwi aur bachay ko bhool gayeen. . jinhein tum ny bachaaya tha. ." ( pause )
woh Zobia ke dono hathon ko apne hathon mein thaam kar inhen khol kar apne aur Zobia ke samnay phelata hoa bola hai .
asfand yaar : "yeh haath bohat qeemti hain. . abhi inhon ny bohat se mareezon ki jaanen bchani hain. . "( pause )
ansoo abhi bhi Zobia ke galoon par bikhare aur aankhon mein bharay nazar aa rahay hain' par woh ab ro nahi rahi. . asfand yaar ke hathon mein Zobia ke dono haath issi terhan khulay hue hain' uss ki khuli hui hatheliyan un dono ki nigahon ke samnay hain .
asfand yaar : "is takleef se hum sab doctors zaroor guzarte hain' kabhi hamari laakh koshish ke bawajood hum apne mareez ko nahi bacha paate. . ALLAH ki Maslehat ke agay to hum sab be bas hain naa . jis ka waqt aa gaya' hum usay kaisay bacha satke hain?" ( pause )
asfand yaar ny chehra Zobia ki taraf jhuka ke usay baghor dekha hai. Zobia aur asfand yaar ki nazrain mili hain. asfand yaar apni baat par mabham sa muskurata hai. .
asfand yaar : "khud ko sanbhalo. . shabash. . you are a brave girl ."
cut
Aglay haftay hoga woh scene. . jo drama mein shaamil nahi tha. jab urooj asfand ke rubaroo hoti hai, aur maffi maangti hai .
Raat 8 bujey sirf Farhat Ishtiaq official page par. . .
Originally posted by: SanFrangirl
Hi all you lovely girls,
Most Wednesdays, when I read the deleted scene, I get mad. because it seems like the makers wanted to delete every dialogue that Zubiya could have spoken. Most of her thoughts have been forcibly removed even if they make the script incomplete.They could have just shown her lacking a voice box and medically unable to speak.Today's scene is this heartwarming interaction where they swap life stories. There is nothing that shows trustworthiness more than when you can share the tragedies and sorrows of your life with someone.But hey what do I know, I am just an idiot consumer, laying down time and money for the great creatives in TV studios.Rant for this wednesday done!
Meem Se Mohabbat is a moving exploration of how love can bloom in the most unexpected circumstances. It revolves around a moving tale that...

"Meem Se Mohabbat" revolves around a moving tale that artfully intertwines coincidence and destiny, bringing together two souls who could not be...
" Meem Se Mohabbat " revolves around a moving tale that artfully intertwines coincidence and destiny, bringing together two souls who could not...
1k