Bigg Boss 19-Daily Discussion Thread- 30th September, 2025
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 30, 2025 Episode Discussion Thread
101 ways to patau your pati
Trump's 100% tariff on Bollywood films
Bhagwan Ke Charnon Mein Swarg
✦ Font-astic Voyage Contest Voting Round 1 | Invites ONLY ✦
What's next? (Multiple votes allowed)
The Pilot Pirates | Book Talk Reading Challenge 2025
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 1, 2025 Episode Discussion Thread
DADI AS BOOTH 1.10
Budget Single Digit : 7 cameo openings.
Which faces u r fed up of watching
Swara Bhaskar..someone who dared to say it out loud #respect
My Box Office Prediction for Sunny Ki....jo bhi hai.
True Face of BIAS & NEPOTISM!
👻 The Manuscript Marauders 👻 BookTalk Reading Challenge October 2025
Official Teaser - Tere Ishk Mein - Dhanush Kriti Sanon
Mera khayal Allah ne nahi kya to mai kya krun. Mjhay lgta hai Arfeen! Mai ne zarur koi gunah kya hai. Khuda kisi ko gunah k beghair itni ruswai nahi deta jitni us ne mjhay de hai. 3 saal pehlay jb mera jee chahta tha mai Us se batein krti thi. 3 saal se Us ne mujh se batein krna band kr dia hai. Mai 3 saal se Usay awazain day rai hn magr Wo jawab nahi deta. Mai 3 saal se har wo kam kr rai hn jo Usay khush kr day. Allah sabr krne walon ko pasand krta hai, dekh lo. Mai ne sabr kya hai. Mai kisi se shikwa nai krti. Mai ne 3 saal mai ek bar bhe kisi ko ye sb kuch nahi btaya magr Wo phr bhi razi nahi hua. Allah mauf krne walon ko pasand krta hai. Mai ne sb ko mauf kr dia. Tm ko, tayi ammi ko, taya abba ko, Ameen ko, sb ko mgr Wo phr bhi mujh se khafa hai. Allah ko aajzi pasand hai. Mera dil chahta hai mai matti bn jaun. Logon k pairon k neechay aun, masli jaun phr Wo mujh pr apni nazr kr day mgr phr b mjhay lgta hai Arfeen! Mai ne koi gunah kia hai, koi gunah to zarur kia hai.
Meri Zaat Zarra-e-Benishan
Aye ALLAH teray fazal aur meharbaniyon ki koi kami nahi... Main qadam qadam per tujhay ahsaan karta hua paati hoon. Mujh say teri meharbaniyon ka shukar ada nahi ho pata.Meri is kami ko darguzar farma, mujhay her dard aur takleef say door rakh, meray dil k sukoon aur meri khushiyon ki hifazat farma.
Darbar-e-Dil