Muhabbat saans leti hai
kabhi yadoon ki chilman se
yea dil sa jankh leti hai
ya gardish kasi gardish hai
bohot sa rang hain jis main
dahanak rang orhani ban kar
yea hum ko damph leti hai
Muhabbat mar nahi jati
Muhabbat saans leti hai
Tooti hai meri neend magar tumko issey kyaa
tum mauj-mauj misl-e-sabaa ghoomtey raho
kat jayein meri soch ke par, tumko issey kyaa
auron ka haath thaamo, unhein raasta dikhao
main bhool jaoon apna hi ghar, tumko issey kyaa
last poem also said by imrancahlon yeh ishq nahi chane ki aadat hai
toh kya karein hume ek dusre ki aadat hai
tera naseeb hai e dil kai sada ki mehroom-2
na woh saki na tujhe mangne ki aadat hai
vissal mein bhi woh hi harjagai firaaq qai hai-2
kai usko neen muje raat jagne ki aadat hai