Bushra Ansari - kiYooN kaY, Its mY LyfE
Yeah meri zindagi hai, tumhein is say kia, tumhein is say kia
Mein khaon ya na khaon, aon ya na jaon, tumhein is say kia
Mahaon na nahaon, aoon yana jaon
Mein kal to nahaya tha, aaj kiyoon nahaon,
Aaj kiyoon nahaon bhayee aaj kiyoon nahaon
Baal bhi bana'ay thay, kal jo bana'ay thay
aaj kiyoon banaoon aaj kiyoon banaoon
Gaana gana chahta hoon, gaana gana chahta hoon
Baat karna chahta hoon, phone number chahiyeah,
phone number do, phone number do, phone number do
Kiyoon kay! Its my life
Tumhein kia yeah meri zindagi hai
Tumhein kia yeah meri shaiyree hai
Tumhein kia yeah garii bih meri hai
Tumhein kia yeah meri zindagi hai
Mushkil kamao yeah, jahan bhi jao bhindi khao
bus bhindi khao Roti k saath, aloo k saath
Baat karna chahta hoon pyaar karna chahta hoon
Ice cream khata hoon, Tariq Road jata hoon; car bhi chalata hoon
Phopi to nahi yeah meri chachi to nahi
Amma to nahi yeah meri nani to nahi
Bhaag yahaan say bhag,
Bhang nikal k chocha aaya, bhaang nikal k chocha aaya
Bhaag yahaan say bhaag
Q k its my life,
Tumhein kia yeah meri zindagi hai
Tumhein kia yeah meri shaiyree hai
Tumhein kia yeah garii bih meri hai
Tumhein kia yeah meri zindagi hai
Yeah meri chewing gum hai, tumhein is say kia,
tumhein is say kia, mein khaaon ya na khaon,
Chabaon na chabaon, Kal to chabaye thi aaj kiyoon chabaoon
Aaj kiyoon chabaoon bhayee aaj kiyoon chabaoon
Bubble bhi bana'ay thay, kal jo bana'ay thay aaj kiyoon banaoon
Aaj kiyoon banaaon bhayee aaj kiyoon banaoon
Cheese khana chahta hoon, cheene khana chahta hoon
Pheeki chewing gum ho gaye hai, pheeki chewing gum ho gaye hai
Kal to mangwayii thi, aaj kiyoon mangwaoon,
Aaj kiyoon mangwaoon bhayee aaj kiyoon mangwaoon
Nayee chewing do, nayee chewing gum do, naye chewing gum do
Q k its my life,
Tumhein kia yeah chewing gum bhi meri hai
Tumhein kia yeah meri shaiyree hai
Tumhein kia yeah garii bih meri hai
Tumhein kia yeah cheene bhi meri hai
Yeah meri zindagi hai, tumhein is say kia,
tumhein is say kia mein aaon ya na aon, nibhaoon na nibhaon
Mein kal bhi to aaya tha, aaj mein kiyoon aaon,
Aaj mein kiyoon aaon bhayee aaj mein kiyoon aaon.
Chips bhi khilaya tha coke bhi pilaye thi, aaj kiyoon pilaoon aaj kiyoon pilaoon
Chips kahan chahta hoon, Chips khana chahta hoon
Coke pena cahta hoon, Coke pena chahta hoon
Tum say khana chahta hoon, Tum say khana chahta hoon
Doosti banata hoon, Dosti nibhata hoon
Canteen chalo! Canteen Chalo! Canteen chalo!
Q k its my life
Tumhein kia yeah meri dillagi hai
Tumhein kia yeah meri shaiyree hai
Tumhien kia ub aag baysuree hai
Tumhein kia yeah meri zindagi hai
Tumhein kia yeah meri dillagi hai
Tumhein kia yeah meri shaiyre hai
Tumhein kia yeah gri bhi meri hai.