kya tum log tayyar ho?
mai to hoon..
Aabhi jana hai kya?
kyoon tumhe nehi jana hai kya?
Arrey mai to kab se tayyar hokey baithha hoon bhai..
Haan mummy tum chinta mat karo Humlog theek time par pauchh jayenge
Arrey Kripa jaldi aao..Derr ho jayga..
Thanks Nishant Tumhare liye hi aaj hamara Engagement possible ho paya..Kya mai apna fiyoncee ko leke kuchh derr tak bahar ja sakta hoon?
]
Han haan bhai tumhara fiyoncee tum jahan chahe le jao..par theek 6 bajne ki pahle wapas aajana yahan nehi to mera mushkil ho jayga..
okay Thanks...............