Mai kya karoon.kuchh samajhh nehi aa reh hai..
usse phone karun kya?Ekbaar kar ke dekhta hoon,kya bolti hai woh..
Hallo.......
Hallo...
[
kya mai kripa se baat kar sakta hoon?
kya mai jaan sakta hoon aap kaun hai?
[[
Ji mai uski dost hoon..
Kripa tumhari Dost ki phone..
Meri phone?kis ne kiya?
Arrey dekhna kisne kiya?
Hallo?
[
Hallo aap mujhhe pahchana?mai woh woh ..hum dono ne ...
Ohh my God..Usne kyoon phone ki?
[
haan haan mai samajh gayee ..ji kahiye..
[[
kya hum kahin mil sakte hai kya?
Na mane zarasal..
Angad .....plzz mana mat kijiye.. mai ekbaar aap se milna chahta hoon..
Kripa.........okay .boliye kahan milenge?lekin mujhhe yahan ki kuchh maloom nehi mai yahan ka nehi hoon..
Angad...Okay..mai Aap ki ghar ki bahar me hi rahunga..Kaal sham 5 baje..
Kripa ...Thik hai..mai aungi..
[
Ohh God .aab kya hoga...
Mai usse mil ke kya bolungi..woh bhi kya bolenge pata nehi..
Kripa's cousin Mita boli kya bolenge?aapna dil ki haal bayan karega aur kya?
Kripa..Baap re..Mujhhe bahut darr lag raha hai..
Mita...Isme darne ki kya baat hai..Tu bhi aapni dil haal bata dena..
off pagal ho gayee hai tuu Mita..
B ol na mai kya kahun usse?
Bol na..Aaja Ayee bahar Dil hai bekarar O meri Rajkumar Tere bina raha na jaye..
mai marr rahi hoon aur tujhhe mazaa aa reh hai na?
will cont.