CONTINUED...
.
.
.
SUGANDHA - he bhagwan kitna Sara kam he. Ek shadi k ghar me kitne kam hote he
DADI - sugandha, abhi se q chinta kar rahi ho, Panditji ne shadi ka murat 3 mahine bad ka nikala he
SUGANDHA - tabhi b ma kam to lakho he na. Ek lauti beti he hamari, uski shadi perfect honi chahiye.. He na navya?
The three ladies were sitting in hall making list of work as nimmi wedding is going to b after three months. But navya was sitting upset from morning...
DADI - navya...
Dadi patted on her back
NAVYA - huh?
SUGANDHA - kaha dhyan he beta tera? Kabse bula rahi hu
NAVYA - ha ma wo me bas aise hi
DADI - tabyet to thk he na
NAVYA - dadi wo bas sar dard kar raha he
SUGANDHA - sar dard kar raha he? To me anant se kehti hu wo tjhe doctor k pass lejayega
NAVYA - nahi ma wo busy honge office k kamo me. Me dawai leti hu thk ho jaungi
DADI - acha thk he tu ja aram kar
Navya went from there
SUGANDHA - bht kam kar rahi he bechari. Thak gayi hogi
DADI - hmm...
...
Navya went in her room and close the door. She'll sit on bed and sudden tear started coming from her eyes... She covered her mouth so that no one could hear her cry... Suddenly her phone rang
NAVYA - hello
PRAKASH - navya...
NAVYA - papa...
Navya again starts crying hearing prakash voice
VANDANA - chup ho ja navya.. Kisine agar tumhe rote hue sun liya to wajah puchenge... Kya Jawab degi tu
NAVYA - ma... Ma me... Me kya karu...
PRAKASH - navya shant ho jao... Plz apne papa ki bat nahi manegi?
NAVYA - hmm
PRAKASH - acha bata, meri pyari si bacchi kaisi he
NAVYA - dukhi hu papa
She again cried
VANDANA - navya meri bat sun... Ro mat q ki ab tu shadi shuda he, ab tera kisi aur k liye rona thk nahi.. Chup ho ja
NAVYA - ma me apse badme bat karti hu
VANDANA - thk he. Acha sirf ek bat bata
NAVYA - hmm
VANDANA - tune anant ko bataya
NAVYA - nahi ma
VANDANA - batana b mat, unhe bura lagega
NAVYA - me rakhti hu ma. Bye.. Bye papa
PRAKASH - apna khyal rakhna bete... Bye
She kept phone and again starts crying... After some time her phone again rang...
NAVYA - hello
ANANT - navya?
She immediately stop crying and wipe her tear.. She takes some deep breath and again talk with anant
ANANT - hello... Hello navya, u there?
NAVYA - ha anant boliye na
ANANT - tum ro rahi ho
Navya become shocked as how he knows she was crying. She control herself and tried to speak
NAVYA - nahi to... Me... Me q roungi. Mjhe... Kya... Mjhe kya hua he anant
ANANT - acha to tumhari awaz aisi q arahi he
NAVYA - wo... Wo ha.. Me so rahi thi na isliye... Isliye awaz aisi ayi hogi
ANANT - so rahi thi, q tumhari tabyet to thk he na
NAVYA - actually mera sar dard kar raha he isliye
ANANT - wat, navya tumne mjhe phone q nahi kiya. Me abhi ata hu tumhe doctor k pas le jane
NAVYA - nahi... Matlab... Uski zarurat nahi he... Me ab thk hu. Thodi der aram karungi to aur thk hojaungi
ANANT - pakka?
NAVYA - ha anant... Pakka..
ANANT - k bye..
NAVYA - bye...
Anant was still worried as he knows she was 100 percent crying... He decided to ask sugandha. He enquired at home but sugandha gave him the same answer which navya gave. So he decided to call deepak and ask
Here deepak and meeta were in prakash and vandana home.
DEEPAK - anant ka phone he
MEETA - kya, dkhiye unhe kuch mat boliyega.. Bhaisahab bata rahe the ki navya need unhe kuch nahi bataya he
DEEPAK - hmm
He goes aside and receive the phone
DEEPAK - hello
ANANT - Namaste papa, me anant...
DEEPAK - ha anant, bolo bete
ANANT - kaise he aap papa
DEEPAK - me... Me thk... Me thk hu bete. Q
ANANT - nahi wo bht din hogaye, apse aur ma se mile nahi. Soch raha tha aaj sham ko navya ko lekar ghar ajau
DEEPAK - nahi nahi.. Aaj nahi
Deepak shouted and anant was amazed...
DEEPAK - mera matlab he ki aaj me aur meeta ghar par nahi he. To tum dono kal ajao.. Waise b kal Sunday he to kal lunch hamare sath hi karna
ANANT - it's k papa.. Fir kal milte he
DEEPAK - k beta... Bye
ANANT - bye
Anant kept the phone but his doubt grew more
...
Anant came from office. He noticed navya was looking very dull and unhappy... After dinner he goes in room to find navya standing in balcony looking at moon. He goes near her
ANANT - navya...
NAVYA - hmm
ANANT - wo me soch raha tha ki...
Suddenly he noticed she was still lost in moon
ANANT - navya...
NAVYA - huh... Ha anant.. Sry wo mera dhyan nahi tha.. To kya soch rahe the aap?
Anant holds her both hands in his hands and looks at her
ANANT - hamesha ye q zaruri he navya ki tum meri bat suno. Me kya kehta hu, kya Sochta hu ye janna Itna q zaruri he. Kya Kabhi tum mjhse kuch nahi keh sakti
She looked at him. Tear started coming from her eyes. Without wasting a second he hugs her. She was crying hugging him and was patting softly on her back...
ANANT - aisa kya hua he navya jo tum mjhe nahi bata sakti. Aaj tak mene apne sare dukh tumhare sath bate he kya tum apne dukh nahi bat sakti. Hum sathi he navya... Jeewan sathi to har ek mushkil k ghadi me sath hote he... Mjhe batao...
Navya wipe her tear and anant makes herb sit near window..
NAVYA - Aaj... Aaj aditya ki barsi he...
Anant was surprised hearing this and now he understood why deepak was not at home and regretting him to come
NAVYA - aditya ki dusri barsi he aaj. Do sal pehele isi din meri unse shadi hui thi aur... Aur isi din wo is duniya se...
She cried and anant hugs her. She was cuddling his waist as he was standing and she was sitting. He slowly patted on her head and caresses her hair
NAVYA - subah papa aur maji ka phone aya tha. Unki awaz sunte hi me ro bethi.. Akhe bhar ayi aisa laga ki shayad unki is halat ki zimedar me hu
ANANT - sshh shant ho jao navya... Bas chup... Tum ghar nahi gayi? Aaj to ghar par barsi ka havan hoga na
NAVYA - himmat hi nahi kar payi jane ki... Waha sab log hote jo mjhe gunegar k roop me dekhte. Ma papa ko char bate sunate..
ANANT - navya... Tum aisa q sochti ho..
He sit beside her
ANANT - janti ho tumhe aaj ghar jana chahiye tha. Aaj uncle aunty ko sabse jyada tumhari zarurat thi. Q ki ab tum hi to unki beti ho, unka Sahara ho. He na
NAVYA - hmm
ANANT - Aur ab mjhe batao, mjhe subah tumne bataya q nahi, hum dono sath me chalte
Navya looked at him
NAVYA - mjhe laga apko bura lagega ki me aditya ki bat karti hu. Q ki ab me...
ANANT - q ki ab tum meri patni ho?
He completed her seNtence
ANANT - navya, tum ab tak mjhe Samajh nahi payi, apne dil se pucho kya me aisa kehta?
Navya nodded in no
ANANT - fir?
NAVYA - sry
ANANT - ohho.. Ab sry q bol rahi ho...
NAVYA - aise hi
ANANT - acha thk he. Ab tum so jao hume kal ma papa k yaha jana he
NAVYA - ma papa k yaha
ANANT - actually dopehar ko tumse bat karke aisa laga ki tum pareshan ho isliye mene papa ko phone kiya aur mjhe wo b pareshan lage. To bato bato me unhe hume kal lunch pe bula liya
Navya kept on looking at him as how caring is he about her. He tells her to sleep and he himself caresses her hair and make her to sleep peacefully...