Thank you so much all of you for liking my updates and leaving beautiful comments for me. Sry if I am disappointing anyone. I vl try my best and give you all beautiful update.. Plz keep reading and liking it...
CONTINUED...
.
.
.
Anant and navya visited at deepak place. Anant also requested prakash and vandana to come there. All were sitting in hall.
DEEPAK - hume maf kardo beta. Hum tumhe dukhi nahi karna chahte the
ANANT - par dukhi to me hogaya na papa. Aap mjhe apna beta bolte he aur mjhse hi bat chupate he
PRAKASH - hume laga tumhe bura lagega. Aditya k barsi k bare me sunkar shayad tum navya service naraz ho jaoge hume ye laga
ANANT - to shayad aap b mjhe Samajh nahi paye uncle. Agar mjhe barsi k bare me aap me se kisine bataya hota to me khud navya ko lekar ata. Ya fir aap sab mjhe apna nahi mante aur mjhe bulana hi nahi chahte the
VANDANA - nahi anant aisa mat sochiye... Hamari beti apki patni he par hum ye b to nahi bhul sakte na ki wo hamare bete ki peheli patni he. Agar kal wo yaha ati to char log char tarah k sawal puchte usse. Uske dusre shadi k bare me, apke bare me apke parivar k bare me... Aur hume bilkul ye sab acha nahi lagta
MEETA - aura navya b to kitni emotional he. Ye sab Tane aur bate wo seh nahi pati.. Tut jati wo
ANANT - to kya me use sambhal nahi pata
Everyone looks at anant in surprise whereas navya was having little tears and was happy to see anant fighting for here happiness
ANANT - aap sab mjhe Jawab dijiye kya me apni patni ko nahi sambhal pata, kya me use tutne se nahi bachata, jab log uske khilaf tarah tarah k bate banate to kya me shant rehta, chup rehta, ladta nahi apni biwi k liye? Boliye...
All kept quiet and listened to him
ANANT - papa aap batayiye, apne apni beti ka hath more hath me q diya, taki uske ek jiwan sathi mil jaye,he na, to kya apko mjh par bharosa nahi tha ki me ek jiwan sathi k farz nibhaunga.
DEEPAK - aisa nahi he beta, tum...
ANANT - aap boliye uncle, apne apni bahu ki dusri shadi q karwayi, taki wo khush reh sake, uski zindagi me dubara khushiya asake he na, fir kya apko bharosa nahi tha ki me use khushiya de sakunga
PRAKASH - (keep his hand on his shoulder)
ANANT - ma, aunty, aap dono q chup he, aap boliye kya apko mjh par bharosa nahi, vishwas nahi, boliye
Meeta nd vandana look down feeling guilty
ANANT - Akhir q, q sab log navya k sath aisa kar rahe he, q... Kya use firse zindagi basane ka haq nahi, q bar bar use dukhi hona padta he, kya wo apse marzi service nahi reh sakti...
DEEPAK - hume maf kardo anant.. V r sry beta... Itna kuch saha he meri beti ne, me nahi chahta tha ki use aur kuch sunna pade...
PRAKASH - hum bhul gaye the anant ki ab wo tumhari zimedari he, pati ho tum uske, uske man samman ki parwah he tumhe
Anant smiled hearing him
Prakash gods near navya nd brought her near anant. He gave her hand in his hand.
PRAKASH - humne bilkul galat nahi kiya, navya ka hath tumhare hath me dekar aaj mjhe nishchint mehsus horaha he
VANDANA - humne apna beta khoya aur bahu k roop me ek beti mili, ab apni beti Ko tumhe dekar ek beta paya he
She caresses his cheeck
MEETA - thank you beta... Isi tarah hamari beti Ko khush rakhna
Anant and navya took their blessing nd have their lunch
...
Navya was sitting in room thinking about whatever happened in afternoon.
ANANT - navya
NAVYA - ji
ANANT - ab kya sochne lagi tum
NAVYA - kuch nahi bas aise hi
ANANT - navya wo mjhe tumse kuch kehna tha
NAVYA - boliye na
ANANT - wo kal mjhe shimla jana he
NAVYA - kya
ANANT - ha tumhe yad he kuch din pehele dinner k time papa se bat ki thi mene meeting k liye to unhone kaha tha ki mjhe jana padega
NAVYA - ha
ANANT - to me jau na
He asked sadly and she nodded in yes sadly
ANANT - agar tum chaho to me tumhe tumhare ghar chod sakta hu. Kuch din tum waha reh lena
NAVYA - nahi anant uski zarurat nahi. Me yahi thk hu
ANANT - hmm... To kya tum meri bag pack kar sakti ho
NAVYA - me karu?
ANANT - bilkul
NAVYA - k
She packed his bag and anant went to sleep as he have to leave early tomorrow
...
ANANT - ma kitna kuch diya he apne, me sirf 5 Dino k liye ja raha hu
SUGANDHA - 5 Dino k liye apne ghar se dur rahega to kuch to saman chahiye na
Navya and sugandha were packing some daily needs things for anant
ANANT - shampoo, soap? Ma iski kya zarurat he. Hotel me available hota he ye sab
SUGANDHA - janti hu fir b rakh le
Navya giggle and anant whisper to her
ANANT - madam, apko to bht hasi arahi he, maza araha he na
NAVYA - sir me to isliye has rahi hu ye dekh kar ki bajpayee industries ka boss apni ma k samne bilkul chuhe jaisa he
ANANT - kya me chuha, navya tumne apne pati ko chuha kaha
NAVYA - hmm
Navya giggle and anant watched her lovingly
NAVYA - kya hua
ANANT - tumhare chehre par hasi kitni achi dikhti he. Aise hi muskuraya karo
They both have an eye lock
OM - anant
ANANT - ha papa
OM - Chale beta, flight ka time horaha he
ANANT -ji
Anant took every one blessing. He told navya to take care. Both were unhappy to leave without each other for some days...