nxt episode : in d office both anya completed dere work early n went to meet tarun after taking permission of papa.
tarun : hi anant !! aur bhai kaisa hai..?? namaste bhabhi..kaisi hain aap ??
anant : hi !! hum bilkul theek hain tu bata ?? kaam kaisa chal raha hai ?? aur shaadi ki tayari kaisi chal rahi hai ??
tarun : sab badiya ! shaadi ke liye bht excitment ho rahi hai...bas ek baat hai..abhi tak ladhki se nhi mila hoon..
anya looked at each other and smiled
navya : bhaiya isliye hi toh hum aap se milne chahte they..😊
tarun : matlab ??
navya : matlab ye ki ritika ..jisse aapki shaadi hone jarahi hai wo meri bachpan ki frnd hai...jaise aap dono ho waisi..
tarun : wow dats gr8 !! kya aap mujhe usse milwaeinge ?? Pata hai uski photo dekhte hi usse pyaar kar baitha main..
(ranbir enters)
ranbir : hi guys !! kya ho raha hai ??
tarun : arey ranbir tu yahan !! itne time baad tujhse mil raha hoon...its soo nice to c u man !1
ranbir : haan yaar bht time ho gaya mile hue
anant : ranbir aaj toh teri meeting thi na chachaji aur clients k saath..toh tu yahan kaise ?
ranbir : haan meeting thi yahani pass mein...teri gaadhi dekhi toh aagaya...😊
tarun : haan toh main kahan tha ??
navya : photo 😛
tarun : haan bhabhi pls kuch bhi karke mujhe ritika se milwa dijiye..!!
anant : wo sab theek hai but usse pehle tujhe uske baarein sab kuch pata hai ya nhi ??
tarun : matlab main kuch samjha nhi !
navya : matlab uska past..! tum jante ho uske baare mein ??
tarun : nhi bhabhi nhi janta...aur main janna bhi nhi chahta..main bas itna janta hoon ki meri shaadi hoone waali hai usse hai aur main usse pyaar karne laga hoon. mere liye itna hi sach kafi hai
anya ere relieved to hear dat but ranbir got up n said : mujhe ab chalna chahiye..
anant : kya hua tujhe abhi toh aya hai
ranbir : nhi yaar mujhe kuch kaam hai...n nimi se bhi milna hai uska call aya tha..
anant : ohk toh theek hai tu ja
navya : thnk u soo much tarun bhaiya ! hum aap dono ko milwane ki poori koshish karenge 😊
anant : yaar ab hum bhi chalte hain warna late hojayega...n jaise hi sahi time milta hai hum tujhe ritz se milwaenge..bas tu pohch jana
tarun : bilkul 😃
anant : chal bye !
tarun : bye !!
in car
navya : kya hua ?
anant : kuch nhi...aaj ranbir thoda ajeeb behave kar raha tha na
navya : nhi anant..! koi kaam hoga usse..tum zayada mat socho
anant : accha bachu meri line mujhe pe !! 😃
navya : aur kya 😛 waise ek baat bolu ?
anant : nhi 😛 arey baba bolo tumhein poochne ki zaroorat nhi hai
navya : tarun bahiya acche hain..ritz unke saath bht khush rahegi na..? 😃
anant : haan 😊 par 😛
navya : par kya ?
anant : koi bhi kisise bhi kitna bhi pyaar karle...par sabse zayada main tum se pyaar karta hoon 😊
(eyelock)
navya : 😊😳 accha ab chalo late ho raha hai
dey leave for baajpayi house