alright i know i know ki all are super dooper angry wit me fr nt updating ma ss for 3 months..sab joothe chappal phenko..main maar khane ke liye tayar hu..hope u all havent forgotten me..nahi bhoole na??now imp baat..to compensate i hav back to back 2 epi's of this ss..n also a new ss...so all happy???m sure u all are..yesterday i visited the forum after real long tym n was very happy to see so many ff's/ss's on anya..n was also proud to see soo many rs's still being continued..thank u all..once again extremely sorry fr being away..was stuck wit
ma trainin n stuffs..finally the trainin period n the exams related are done..i
cleared it!so m back!k nw i want lots n lots of likes n bade bade comments plsss..
**************************************************
CHAPTER 9
ritz n appy follow navya..
ritz 'navya ruk toh'
navya 'no ways..tum ladkiya agal ho gayo ho..us sadu ke saat shaadi toh dur ki
baat uske chehre se hi nafrat hai mujhe..'
appy 'come on yaar..kafi handsome hai woh'
navya 'shut up appy..agar itna hi pasand hi toh tu khud usse shaadi kar le..'
appy 'kaash aisa ho saktha..but meri phooti kismat'
ritz 'shut up appy..aur navya meri baat sun..'
n she grabs navya's wrist who was walkin so fast..
ritz 'navya main janthi hu ki tu anant ko pasand nahi karthi k..aur adi se tu
pyaar karthi hai..lekin u hav to meet anant atleast ek baar..'
navya 'kyun milu main usse?'
ritz 'dekh navya ajkal har news main tum dono ki hi controversy chal rahi hai..n
iska asar deepak uncle ke business aur unke izzat par pad rahi hai..kya tu yeh
chahthi hi ki uncle sab ke saamne embarassed ho?'
navya's thoughts calmed down wen she heard the last line..she knew her dad was
facing a lot of problem.
navya 'main janthi hu ritz..but main adi se pyaar karthi hu..n'
ritz 'tune abhi abhi kaha navya ki dad aur adi main se kisi ek ko chunna pade toh
tu papa ko chunegi..'
navya stud still..she realised the fact that her dad is her world n she can never
ever hurt him o let him down..she walked off tellin appy n ritz to leave her
alone fr sometime so that she cud make a decision..
ranbir knows anant very well n he knew he cudnt handle him..so he decided to
share this matter with one person who wud surely convince anant regardin ths
matter n that was none other than his mom sugandha..ranbir called sugandha n told
her the whole matter
sugandha 'but ranbir beta mujhe ek baar navya se milna hoga'
ranbir 'lekin kyun aunty?'
sugandha 'main jana chahthi hu ki navya anant ke lie sahi ladki hai ya nahi'
ranbir 'lekin aunty mujhe nahi lagtha navya manegi..woh bhi annat ki tarah ziddi
hai..n uske dost bhi usse manane main lage hai..'
sugandha 'accha..maza ayega..its k..main dekhthi hu ki main kya kar sakthi hu
beta..dont worry'
ranbir 'thanx a lot chachi'
sugandha 'thanx kis liye beta..jaisa anant tumhara cousin aur bff hai waise hi
woh mera beta hai'
ranbir 'haan chachi..u r the best!'
sugandha 'k main phone rakthi hu.'
ranbir 'k..bye chachi'
navya is walkin on the road n finally she reaches a mall..she is just walkin
witout knowin t fact that wer is she actually goin..she sees a small 5 year gal
who was sittin on her dad's shoulders n enjoin the sight of the mall..a smile
curves on her lips..she continues walkin lukin at the little gal n her daddy n
she suddenly bangs a lady..
lady 'tum teek ho na beta?'
navya 'haan aunty..n m sorry'
lady 'its k beta..koi prob hai?'
navya 'no..nothin..'
lady 'but thn tumhara itna pretty chehra itna dull kyun lag raha hai?'
navya was shocked to hear that line..afterall the lady was a stranger..but navya
felt a urge to spk to that lady..she felt this lady cud understand her..
navya 'do u mind agar main apse kuch baat karna chahu toh?'
lady '(smiled)baat kar sakthi ho beta'
navya n the lady go to a cafeteria..
lady 'kya baat hai beta..mujhe batao'
navya 'aunty meri life main abhi bohut probs chal rahe hai..main ek ladke se
pyaar karthi hu..par meri best fren ko woh ladka pasand nahi..kyunki usse lagtha
hai hai ki woh ek accha ladka nahi hai..n ab main ek aur prob main fas gayi
hu..mere papa ko meri wajah se bohut kuch jhelna pad raha hai..mere papa mere
liye sab kuch hai..aur main nahi chahthi ki meri wajaha se un par koi ungli
utaye..isiliye mere dost aur papa chahthe hai ki main kisi aur se shaadi kar
lu..'
lady 'kya tum us ladke ko janthi ho?'
navya 'haam mili hu usse..ek no ka sadu hai..'
lady starts laughin..
navya 'aap has kyun rahi ho??sach main..i soo hate him..pata nahi main apne
doston se bhi kehthi thi ki jo bhi usse shaadi karegi woh iss duniya ki sabse
unlucky gal hogi..aur aaj aisa din agaya hai ki sab chhahthe hai ki main usse
shaadi kar lu..'
lady 'tumne kaha ki tum kisi aur se pyaar karthi ho??toh kya apne papa ke khathir
uss ladke ko chd dogi aur jisse tum shaadi karnewali ho usse loyal reh paogi..'
navya 'main nahi janthi ki main uss sadu se shaadi karungi ya nahi..but haan main
apne papa ke liye kuch bhi kar sakthi hu..apne pehle pyaar ko bhula sakthi
hu..aur haan jab main kisi se shaadi karungi toh i hav to be loyal to him..'
lady smiled..
lady 'jawab toh khud tumhare paas hai navya..'
navya 'matlab??'
lady 'tum ek bohut acchi ladki ho navya..'
navya 'aap yeh kaise keh sakthi hai?'
lady 'jo ladki apne papa ke liye apne pehle pyaar ko bulakar kisi aur se shaadi
karne ke liye tayar hai..woh obvioulsy acchi ladki hui na..'
navya smiles
navya 'toh aap yeh keh rahi hai ki mujhe uss sadu se shaadi kar leni chahiye?'
lady 'its ur life sweet heart..isiliye main tumhare liye kuch bhi decide nahi kar
sakthi hu..but main tumhari ma jaisi hu navya..ek baar uss ladke se mil lo..jaan
lo..kya pata shayad woh waisa na ho jaisa tum sochthi ho uske baare main..n tumne
yeh bhi kaha ki tumhari best fren ko tumhara boyfren pasand nahi hai..shayad woh
ladka accha na ho..sometimes beta ppl are not wat they luk..n agar tumhara dil
kehtha hai ki tum apne papa ke liye kuch karna chahthi ho den...'
navya 'main samajh gayi aunty..thank u soo much..aapse baat karke dil halka
hogaya..aisa laga jaise maine mom se baat ki ho..'
lady 'its k beta..tumhari ma jaisi hi hu..'
sayin so the lady hugged navya..navya hugged her back n bid good bye to
her..navya reached home wer in her dad was waitin fr her in the hall..navya
walked towards him..
deepak 'hello beta'
navya 'hey dad'
deepak 'dekho navya..main jantha hu ki ritz n appy ne tumse kya kya baatein ki
hai..main tumhe force nahi karna chahtha beta..its ur life..aur tum khud decide
karo k..main sirf itna chahtha hu ki tum pani zindagi main khush raho..'
tears rolled down navya's cheeks..she hugged her dad
navya 'i love u papa..aap mere liye sab kuch ho..aur kuch dino se jo kuch bhi
galath humare life main ho raha hai..woh sab mere wajah se hai..'
deepak 'no no beta..pls tum..'
navya 'no papa..aap kuch nahi kehthe ..but mujhe pata hai..its all ma faults n
main hi usse sudharungi..main anant se ek baar milna chahthi hu..'
deepak cupped navya's face n pecked on her forehead..
sugandha called anant to giv a visit to her place..he opens the door n enters
with a grin n hugs his mom
anant 'hello mom..'
sugandha 'hello beta..kaise ho aap?'
anant 'good mom'
sugandha 'sach main teek ho?/'
anant 'huh..yeah mom'
sugandha 'i know ki tumhare saat kya ho raha hai anant'
anant 'i dono mom...u know me na..main kisi cheez ko lekar tension nahi
kartha..but ths matter is outta ma hands..kya karu kuch samajh main nahi aa
raha..pehli baar..itna confusion mere dimaag ke andar chal raha hai..'
sugandha 'ek baar navya se mil to lo anant'
anant 'lekin mom main uss ladki se nafrat kartha hu...i cant stand her..'
sugandha 'tum navya se nafrat karthe ho ya..shaadi se anant?'
anant 'huh..wo..woh..'
he places his head on his mom's womb..sugandha caresses him
sugandha 'dekho anant main jaanthi hu ki tum shaadi ko nahi manthe...au iski
wajah main aur tumhare dad hai..humare rishthe main nahi tumhare dad galath the
nahi main anant..kuch galath tha toh woh waqt hai..lekin aur bhi log hai iss
duniya main jinki shaadi successful rahi hai beta..'
anant 'lekin main dartha hu mom..shaadi se..rishthon se..'
sugandha 'tum kabse darne lage anant..anant ek na ek din toh tumhe shaadi karni
hi hai beta..jitna tum sochthe ho na anant zindagi usse kahi zyada mushkl hai
beta..aur ek jeevan saathi hi uss mushkil main tumhara saat de saktha hai..akele
tum kho jaoge anant..meri baat mano anant'
anant 'k mom..shaadi i understand..ab navya??grrr! i hate her..'
sugandha smiles
sugandha 'm sure woh utni buri nahi hai jitna tum usse samajhthe ho..ek baar mil
toh lo..shayad acchi lage..'
sayin so she winks at anant..anant smiles n hugs his mom..
anant 'alright mil lunga..isse pehle uss kameene ki class to lu..'
sugandha 'kiski'?
anant 'jo kitchen main khade rehkar humari baatein sun raha hai..bahar aa jao
ranbir..'
ranbir slows walks out of the kitchen wit a puppy face..anant smiles n hugs him..
ranbir 'yayy..finally!chachi..u r the best!
anant 'mom kiski hai?'
ranbir 'chach kiski hai??'
they all laugh n hug each other..
~~CHAPTER 9 END~~
Edited by neetha - 12 years ago