bechara fone pe baat kar raha tha hamara majnu
aur pher yaar😭
aur navya uskoh toh pata bhe nahi tha khe uska majnu ka accident hogia ab jab uskoh pata chale ga toh pata nahi kyahoga yaar becharey hamarey sweet sey jhaley😭
aur woh pata nahi itne stupid idiot do bende the jo hamare pyare se jhale koh mar khe chaly gai😡
hamare pyare se jhale ka kitna zyada khon nikal raha tha yaar uska hath khon se bhara tha😭
aur subha mein bechare ka accident hua aur uskoh raat mein le kar ja rahe hai hospital omg😭
bechara i am litlary crraing now yaar😭