LOST IN CASE 3.1.26
SRK Targetted Again
X-MAS PARTYY 02.01.26
King and Love & War to split in 2 parts inspired by Dhurandhar??
People do care about Abhiara/Abhiru!!
Band Baaja Baaraat To Re- Release
7 year leap for Yeh Rishta
Happy 300 Manvikians.....
Akshay Kumar & Rani Mukerji in OMG 3?
Navya- nahi! Who baat yeh hai ki big boss se yaha bhi koi aya hai toh isi liye'..😆
Anant- kya? yeh sab kya horaha hai navya? hamari zindagi koi kam musibat hai kya ki ab yeh log bhi😡
Navya- kya woh aatni wahi bola joh mere yaha aake kaha?😲
Anant- shayad par waha kya horaha hai?😕
Navya tells everything that happened till the phone convo and asks what happened there
Anant-poocho mat navya'''mujhe yakeen nahi horaha hai ki bua dadi big boss mein jaane keliye itni excited hai''😲😲😲woh toh us show mein jaane keliye itni bechain hai ki abhi us aatni se formalities ki bareme pooch rahi hai😆😆😆
Navya- kya? bua dadi ko kya hua anant? woh mangayi? aur baaki sab?😲
Anant- yaar navya ghar mein sirf mein aur bua dadi hi hai''baaki sab guruji ki maha darshan keliye nikalkar abhi tak nahi lauti hai aur tumhari ghar mein?😛
Navya-yaha bhi sirf mein aur papa hi hai'..ma dadi ki saath mandir gayi hai aur di gudiya ko hospital leke gayi hai''par anant bua dadi maan kaise gayi?😕
Anant-mujhe kuch samajme nahi araha hai Navya par ha mein flashback karta hu ki kya hua😃
Anant goes to the flash back''''.😛
to be continued...😉
Want to know how bua dadi agreed?wait for the next part guys'''cya😆