
darde mohabbat liya hai

Soch samajh ke ye sauda kiya hai

Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai

Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai

Pehle pahal jab usay maine dekha

Vo ban gayi meri kismat ki rekha

Khabar kya thi ye baat itni badhegi

Mohaabat mein mahnat bhi karni padegi

Dilwaale mahnat se darte nahin hai

Darte hain vo pyaar karte nahin hai

Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai

Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai

Duniya ki daulat thukra chuka hoon

Zulfon ki chhaaon mein aakar ruka hoon

Ye chhaaon meri hai meri rahegi

Jo main kahoonga ye duniya kahegi



Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai

Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai



Main aaj kehti hoon ye sabke aage

Ek din main keh doongi ye rab ke aage

Tujhko hi bigde banana padega

Bichhde huey dil milana padega

Maine O maine ki maine pyaar kiya pyar kiya pyar kiya hai

Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai

Dil deke

darde mohabbat liya hai

Soch samajh ke ye sauda kiya hai

Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai

Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
