Shivanya: Haan main hun naagin
ritik: Kya???
Shivanya: aur mein akeli ni hun
Ritik: toh aur kon kon hai tmhare saath???
Shesha: Main bhi hun naagin
Ritik: Tm toh wahi ho na jo mere sapno mein aati thi Tm v naagin ho 😲
shesha: haan aur hm tmse badla lene aaye hai
ritik: Hm?? Aur kitni naagin ho tm log 😕
Yamini: Main bhi hun naagin
Ritik: Maa aap bhi 😲
Ankush: Yamini ji aap bhi
yamini: Haan anky ji main bhi naagin hun warna sochiye mein ritik ke b'day party mein waise dress kyu pehnti Aur shivanya aur ritik ki shaadi kyu hone deti???
Ritik: Mtlb main ek naagin ka beta hun
Tanvi: Sirf beta ni ek dost bhi
Ritik: Tanvi tm bhi ek naagin
Tanvi: haan ritik mein bhi ek naagin hun warna socho tmse shaadi krna chahti thi fir acchanak peeche hat gayi
Ritk: Aur kitni naagin hai 😡
angad: Bhaiya hm log toh naagino se hi ghire hai 😆
Ritik: Sahi kaha tmne mein ek naagin ka beta hun ek naagin ka dost ek naagin ka dushman aur ek naagin ka pati huh papa aap...
Ankush in shock
ritik : papa (loudly) 😡 kya hua aapko
Ankush: Jo insaan itne saalo tak ek naagin ke saath uska pati banke reh rha ho uska kya haal hoga
Ritik : AUR KITNI NAAGIN HAI 😡 aur kon sa rishta hai mera naagin ke saath???
Amrita: Ek bhai ka
Ritik : di aap bhi 😲
Amrita: yess a drunkard naagin maine toh dance bhi kiya tha tere b'day pe yaad hai na
Evry one shock
All naagins: Hum Hain Naagin
Ankush Faint
Ritik shock 😲 naagins rocks 😆
Ohk now this is only fun post so hope u alk like it