Dev thought
Kya iss baar Vidhi ko Mera gift pasand aayega? Pichli baar bahut zyada desperate hoke maine woh dee jisse pehanne mein woh bilkul comfortable nahin. Par aaj joh gift de Raha hoon uska kya ? Milapini maa please sab theek kar do.
Dev went inside the room and he find Vidhi in her open hair . She was combing her hair infront of the mirror. He stood there itself simply looking her beauty.
Vidhi : Devji aap wahan kyun khade hein ? Aur aapke haath mein hein kya ?
Dev hide the gift behind his back.
Vidhi : Arrey kya chupa rahe hein aap ? Dikhayiye naa ...
Vidhi went near Dev.
Dev : Kuch bhi nahi Vidhi. Yeh gift tumhare ...
Vidhi : Mere liye, wow. Dikhayiye naa.
Dev recalled the way how last time Vidhi felt awkward seeing the gift.
Dev : I mean yeh shayad acchi nahi. Mein dusra leta hoon.
Vidhi : Aap bhi naa, kuch bhi kehte hain
Vidhi took the gift from Dev. She opened the gift and stared Dev.
Dev : Dekho Vidhi iss baar toh maine koyi transparent outfit nahi diye. Yeh toh
Vidhi : Soft silk saree hein. Mujhe saree pehanna pasand hein. Aap itne ghabra kyun rahe hein
Dev : Woh mujhe laga ki iss baar bhi tumhein pasand nahi aayi toh kya karun ?
Vidhi: Dev ji I am sorry..Woh mein comfortable nahi thi isliye Maine woh pehni nahin. Mera irada aapko dukh pahunchane kaa nahi thaa.
Dev : I can understand Vidhi. Tabhi toh iss baar maine thodi sochke gift select kee. Kaisa laga?
Vidhi: Yeh Saadi toh ekdum dhaayee hein. Aur yeh navy blue colour toh mera favourite hein. Par Maine kabhi aapko mere pasand ke rang ke baare mein nahi batayi. Phir kaise ?
Dev : Vidhi , jab navratri pe tum dance kar rahi thi tab tumhari jumke gire aur maine woh uda bhi liye. Waapis tumhari haathon pe jumka rakhte waqt maine tumhari chehre mein ek alag see raunak dekhi . Woh rang aur woh chaniya choli tumpe bahut khoobsurat lag rahi thi. Baad mein sangeet mein dekha ussi rang mein dress pehni thi tum . Lekin uske baad kabhi bhi uss rang ke kuch pehne huye maine nahi dekha.
Vidhi: Aap itna observe karte hein mujhe?
Dev : Office mein jab bhi cabin mein tum aati thi tab bahut observe karta thaa. Uss din car mein kaise tum nakhoon ko scratch kar rahi thi mere personal sunne pe tab kuch zyada hi observe Kiya. Vidhi jabse ehsas huwa hein naa har Roz observe karta hoon. Har pal niharta hoon tumhein.
Vidhi: Aur mein samajhti thi kee Dil ki bhasha akele mein hi sunti thi. Aap toh uske pehle hi sun chuki the. Par zuban se kuch kehte nahi the. Par aapki aankhein mujhe kaafi ishare dete the. ...Kitna kuch dekha , kitna kuch Saha hum milke.
Dev : Jahan ummeedein tooti thi wahan hum ek saath ek zindagi jee rahe hein. Aaj bhi ek dusre ke pasand naa pasand tak nahi Jaan paaye hum donon.
Vidhi: Pariwar ke liye hi toh humne woh sab kiye naa Dev ji ? Par iss beech hum donon hamare liye khaas lamhe bitana hi bhool gaye .
Dev : Mere saath shaadi karke tum khush toh ho naa Vidhi ?
Vidhi: Yeh kya keh rahe hein aap
Dev : Tumhari expectations honge shaadishuda zindagi ke baare mein. Lekin shaadi ke baad toh bahut kuch jhelna pada tumhein. I am sorry.
Vidhi: Milapini maa ne hamari jodi banayi hein Dev ji. Bhool jaate hain woh sab aur abb joh lamhe mile hein usse enjoy karte hein naa
Dev : Theek hein . Toh tum jaldi se pehan lo .
Vidhi: Ek minute. Mera bhi ek gift hein aapke liye.
Yeh leejiye.
Dev opened the gift and was amazed to see Dhoti and Kurta.
Vidhi: Shaadi ke din dekha thaa aapko dhoti aur kurte mein.....Mera bhi Mann kar raha hein aapko aise kapdon mein dekh sakun.
Dev : Woh toh theek hein. Par
Vidhi: Aapko accha nahi laga kya ?
Dev : Accha hein..Par ek problem hein. Dhoti woh peeche se joh ...
Vidhi : Aap aise haath hilayiye mat . Mein help karungi .
Dev : Aur mein tumhara bhi help karunga
Vidhi : Mujhe toh Saadi pehanna aati hein.
Dev : Oh !!
Vidhi: Mein uss taraf jaake change karke aati hoon..Tab tak aap isse pehaniyega.
Dev nodded his head. After a while Vidhi wore the saree and she started smiling seeing Dev struggling with the back tuck of dhoti.
Vidhi went behind and gently inserted the tuck and Dev was surprised with this action of Vidhi. He held her towards him and placed his hand at her waist.
Dev : Thanks woh peeche lagane ke liye
Vidhi: Aapko shayad pata nahi peeche tuck lagate huye maine apni haath..
She shyily looked down and smiled.
Dev : Abb bata hi do haath kahan lagayi ?
Vidhi: Aap bahut hi badmaash hein.. Sab pata hein phir bhi pooch rahe hein
Dev lifted her chin.
Dev : Tumhari mooh se sunna chahta hun.
Vidhi; Nahi batawungi..Kya karenge aap ?
Dev started tickling at her waist .
Vidhi; Yeh kya kar rahe hein aap ? Mujhe toh gudgudi ho rahi hein
Dev : Tum jab tak batawogi nahin tab tak yeh mein karta rahunga.
Vidhi: Theek hain. Kaan mein bolun ?
Dev released her from his arms and Vidhi stretched upwards to whisper it in his ears. But instead of saying she bite his earlobe slightly and started running.
Dev : Vidhi yeh toh cheating hein . Mein chodunga nahin .
Vidhi; Mujhe pakadke dikhayiye Dev ji.
Dev and Vidhi started running here and there and finally Dev was able to caught Vidhi and he twirled her and they lie down at bed.
Dev : Abb toh batana padega. Mein tumhein jaane nahi dunga.
He tightly held her at his body and her legs were locked inside his legs.
Vidhi looked innocently at his eyes. Dev stared her naughtily and Vidhi to escape from his gaze hide her face in his chest. He smiled and covered themselves inside the blanket 😊😊😊😊
13