M-wife to bhag gayi.
R-kyo kab kaha?
M-kaha to pta nahi per kal bhagi. Wo tampu wale aaye the na wo kya hai kal wo shifting wifting saman waman aaya tha na. Ab unhone paise mange maine kaha paise to mere paas hai nahi bus biwi lekar bhag gaye.
R-mua naspita tanpu wala are 2 din baad paise le jata main kehti hoo aapka saman le jata wife lekar kyu bhag gaya? Ab
M-ab kya sochta hoo ki her raat ek nayi biwi le aau maze hi maze
R-haa
M- haa wo kya hai na ki raat ko mujhe akele neend nahi aati aap...
R-Main shadi shuda hu
M-aapki nazar me hai koi aisi item are apne mohalle me hi
R-nahi main
M-aap kahe to kuch kamision wamision pe baat pakki ho sakti hai.