Daku Rani ne Gurathe hue pucha
"Raghav batao kya hai tumari Aakri kwaish"
To Raghav ne gusse se kaha
Daku Rani tumko kya pata meri majboori
Ek taraf hain kunkar shereni(Ammaji) to ek taraf he kisiyani bili(Sia)
Mein phas gaya hun in do no ke beech
Agar ek ki li side to doosri kardegi mujko fry
Suno aur meri majbooriyan ghar mein aur tum hi karo insaaf
Bada bhaiya hai darpuk aur ma ki ghodi mein hamesha rone wala
Aur majla hai apni biwi ke sang milkar rachta roz yek naya khel
Dharam Veer Chacha ko amesha Ammaji ki kursi pe nazar
Aur Sheela chachi ko pursat nahi apni rasohi se
Jhumar akele hey yek samajdhar
Par woh bhi kaise madaat kare meri baar baar
Avtaar khud mujhe samjhata kya hai ghalat aur sahi
Par kabi uthata nahi apni awaz
Abh tum hi bolo aise me kya kare muj jaisa bechara
Yeh sunke Daku Rani ki ankhon me agaye ansoo
Riha kiya Raghav ko aur kaha
"Jaho mere bhai, humnse to tumara parivaar hi lagta katranak, mein tumko kabi nahi desakthi itni takleef jo milrahi hey tumko rehkar apne parivaar ke karib"