'SING A SONG' ....3 - Page 22

Created

Last reply

Replies

288

Views

42.4k

Users

32

Frequent Posters

anju101 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 18 years ago
ya ali reham ali
ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
ya ali madad ali
ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi
ishq pe mita doon luta doon
main apani khudi
yaar pe haan luta doon mita doon
main yeh hasti
ya ali reham ali
ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
ya ali madad ali
ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi

mujhe kuchh pal de purvat ke
faki hampe chahat ke
rahe bechain dil kab tak
milen kuchh pal toh raahat ke
chahat pe ishq pe haa mita doon luta doon
main apani khudi
yaar pe ha luta doon mita doon
main yeh hasti
ya ali reham ali
ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
ya ali madad ali
ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi

bina tere na ek pal ho na bin tere kabhi kal ho
yeh dil ban jaaye pathhar ka na ismein koi hulchul ho
sanam pe ha ishq pe ha mita doon luta doon
main apani khudi
kasam se ha luta doon mita doon
main yeh hastii
ya ali reham ali
ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
ya ali madad ali
ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi
anju101 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 18 years ago
Soona soona lamha lamha
Meri rahein tanha tanha
Aakar mujhe tum tham lo
Manzil teri dekhe rasta
Mud ke zara ab dekh lo
Aisa milan phir ho na ho
Sab kuch mera tum hi to ho
Bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
O bapanah pyaar hai aaja
tera intezaar hai aaja
Soona soona lamha lamha
Meri rahein tanha tanha


Bichhde bhi ham jo kabhi raston main
To sang sang rahungi sada
Kadmon ki aawaaz sun ke chalungi
Tumhe dhoond loongi sada
Bhooli mohabbat ki yeh khushbuye hain
Hawaon main phaili hui
Chhu kar mujhe aaj mahsoon kar lo
vo yadein meri unchhui
Aisa milan phir ho na ho
Sab kuch mera tum hi to ho
Bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
O bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
Soona soona lamha lamha
Meri rahein tanha tanha

Aaa.. Aaa..
Vadon ke dhagon main hum tum bandhe hain
Zara dor tum tham lo
Bahon main aise pighal jane do mujhko
Aise mera naam lo
Main vo shama hoon jo roshan tumhe karke
khud to pighal jaungi
Subah ka sooraj tumhare liye hai
Main hoon raat dhal jaungi
Aisa milan phir ho na ho
Sab kuch mera tum hi to ho
Bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
O bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja

Soona soona lamha lamha
Meri rahein tanha tanha
Mud ke zara ab dekh lo
Aisa milan phir ho na ho
Sab kuch mera tum hi to ho
Bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
O bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
Soona soona lamha lamha
Meri rahein tanha tanha
urber thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 18 years ago
jane hai kitna bechen man
jane hai kesa devana pan
devana pan
kabhi na sakun aya
kabhi na karar aya
jab se hai tum pe
mujko pyar aya
kabhi na sakun aya
kabhi na karar aya
jab se hai tum pe
mujko pyar aya, pyar aya


tu tasuvur mein mere to hi baaton mein
tu afsane mein mere tu hi yaadon mein
kabhi na sakun aya
kabhi na karar aya
jabse hai tumpe mjko pyar aya
bekarari bhari kab kese yai dil na samaj na paye
badla badla lage yai alam anjana nasha chaye


tehri zamee tehara hai pal,
maan mein machi kyun halchal
sub kuch alag sa lagne laga
yai dard kesa jagne laga jagne laga
kabhi na sakun aya kabhi na karar aya
jab se hai tumpe mjko pyar aya


dil lagi dil lagi mein kese
mai khud ko bhula beti
mene to kuch na socha samja
sapne bhi saja beti


ab ko bas chalta nhi
ik lamha dhalta nahi
chubne lagi kyu yai duriya
koi na jane majburiya majburiy
kabhi na sakun aya
kabhi na karar aya
jab se tumpe mujko pyar aya


kabhi na sakun aya
kabhi na karar aya
jab se tumpe mujko pyar aya

my fav song 😳 😳
anju101 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 18 years ago
Dil Kyoon Dhak Dhak Karta Hai
Kyoon Ye Tujhpe Marta Hai
Dil Kyoon Dhak Dhak Karta Hai
Kyoon Ye Tujhpe Marta Hai
Dil Tujhko Hi Chahe Baar Baar
humto deewane hue yaar
tere deewane hue yaar
ke ab kya karein hum
kaise jeeye hum
itna batade oh mere yaar
hum to deewane hue yaar
tere deewane hue yaar
anju101 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 18 years ago
woh ajnabee woh woh woh woh ajanabee, woh ajanabee.......
(aisa koi mujhko mil gaya hai saathiya
jise dekhakar main bhulu saari duniya) - 2
(woh woh woh ajanabee, woh ajanabee jo dekhe dur se
dekhu main usako hi, ho usako hi, abb sab kuchh bhul ke) - 2
dhadkan dhadkan ya saanson mein
raatein raatein ya khaabon mein
sab mein sab mein wahi toh hai, ke bata doon main use
shaame shaame ya subaho mein
shaamil shaamil woh har pal mein
har dum har dum woh baaton mein, mere rahi hai kahin woh woh woh...
woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee
woh woh woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee........

(abb usase aisa jud gaya hai silsila
wohi woh nazar aaye mujhko har jagah) - 2
yeh yeh yeh jindagi roshan huyi hai usake noor se
dil ko sachchi khushi haasil huyi hai usake ishq se
mujhko abb har ghadi, woh har ghadi, usakaa hi suroor hai
de de woh usako haan usako hi aankhen??? majboor hai
dhadkan dhadkan ya saanson mein
raatein raatein ya khaabon mein
sab mein sab mein wahi toh hai, ke bata doon main use
shaame shaame ya subaho mein
shaamil shaamil woh har pal mein
har dum har dum woh baaton mein, mere rahi hai kahin woh woh woh...
woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee
woh woh woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee........

(usako paake paaya maine saara jahaan
rab usako karana na kabhi bhi juda) - 2
woh woh abb bandagi shaamil huyi, hai meri ?? mein
dil ko sachchi khushi haasil huyi hai usake ishq se
mujhko abb har ghadi, woh har ghadi, usakaa hi suroor hai
de de woh usako ho usako hi aankhen?? majboor hai
dhadkan dhadkan ya saanson mein
raatein raatein ya khaabon mein
sab mein sab mein wahi toh hai, ke bata doon main use
shaame shaame ya subaho mein
shaamil shaamil woh har pal mein
har dum har dum woh baaton mein, mere rahi hai kahin woh woh woh...
woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee
woh woh woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee........

woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee
anju101 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 18 years ago
Bheed mein bhi hum tanha rahe
Tere gum ne yeh halat kar di
Kabhi khud ke liye kuch soch sake
Itne bhi nai fursat di

Aankhon ke talash jo hai
Woh hai tera chehra
Dhadkan dil ke paas to hai
Lekin hai bewajah

Mein hoon shak se abb koi
Patta Tuta hua
Mujhko yeh hawaein bulaati
Re har jagah

Ke bin tere jeena nahi
Haan bin tere jeena nahi
Na bin tere jeena nahi
Ja bin tere jeena nahi

urber thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 18 years ago

Saiyaanji baiyaan chudaake nahin jaana
Aana ji aana sang thhumka lagaana
Saiyaanji baiyaan chuddake nahin jaana
Aana ji aana sang thhumka lagaana
Main toh abhi na ghar jaaungi
Khud naachungi tumko nachaaungi

Maane na maane mera dil nahin maane
Nahin hai bas mein nahin hai meri jaan
Jaane na jaane mera dard nahin jaane
Lagta hai leke rahega meri jaan
Aise na tadpaao kar na bahaana
Saiyaanji, saiyaanji
Saiyaanji baiyaan chudaake nahin jaana
Aana ji aana sang thhumka lagaana

Kya ho gaya hai aise khoye khoye kyun ho
Nazrein yahaan hai nishaana hai kahaan
Jaagi huwi mehfil mein soye soye kyun ho
Aajaao baahon mein aajaao na
Na door jaana na, hamko sataana na
Saiyaanji, saiyaanji
Saiyaanji baiyaan chudaake nahin jaana
Aana ji aana sang thhumka lagaana
Main toh abhi na ghar jaaungi
Khud naachungi tumko nachaaungi šŸ˜†
< =text/>

anju101 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 18 years ago
tadap tadap tadap ho tum
dil ki jaan ki hasrat ho tum
ab to jeena nahin tere bin humnashi

shamil huye ho jab se zindagi mein
gehariyon ka aalam hai aashiqui mein
waqt tabdiliyan laayega magar
kum hoga na mere ishq ka asar
magicalmelody thumbnail
19th Anniversary Thumbnail ICC CWC 2023 Match Winner Thumbnail + 2
Posted: 18 years ago
Neend ud rahi hai..chain kho raha hai
jaan jaa rahi hai..yeh kya ho raha hai
yeh kya ho raha hai..yeh kya ho raha hai
aise naa mujhe dekho
mera dil dhadak raha hai
haan..aise naa mujhe dekho
mera dil dhadak raha hai

anju101 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 18 years ago
Ankhon pe mohabbat likhde
Saason pe mohabbat likhde
Hoton pe mohabbat likhde
Kehta hai dil deewana

Jo Dil mein chupi hai mere
Jo dil mein chupi hai tere
Dhadkan mein woh chahat likhde
Kehta hai dil deewana

Dholiyaa dholnaa
Razz-e-dil kholna
Dholiyaa dholnaa
Aage kuch to bolna

Teri palkon ka jhuk jana
Tera chup chup ke sharmana
Bin bole keh jata hai
Tera anjana afsana

Tere baaton mein hai jadoo
Karta hai mujhe bekaabo
Kya haal jiya ka abb hai mere
Jane na jaane tu

Ankhon pe mohabbat likhde
Raaton pe mohabbat likhde
Pal pal pe mohabbat likhde
Kehta hai dil deewana

Tu saamne jab mere aaai
Meri nazron pe chai
Tere roop rang jo dekha
To ud gai mein hawaai

Tere ishq pe kiya bharosa
Naa dena mujhko Dhokaa
Tere oor kheechi chali aai
Mein to khud ko kitna roka

Har geet pe mohabbat likhde
Ambur pe mohabbat likhde
Manzar pe mohabbat likhde
Kehta hai dil deewana

Ankhon pe
Saason pe
Hoton pe
Baaton pe
Raaton pe
Pal pal mein
Mere Dil mein Mohabbat likhde

Related Topics

Music Corner thumbnail

Posted by: LizzieBennet Ā· 6 months ago

Hey music buffs! Do you often wake up with a song/ piece of music in your head that seems hard to shake off and keeps playing in your head like...

Expand ā–¼
Music Corner thumbnail

Posted by: LizzieBennet Ā· 9 months ago

Calling all vocalists and musicians!! Listening to music nourishes your soul - sure - but singing a song, feeling the lyrics and the emotions...

Expand ā–¼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".