' SING A SONG ' - Page 12

Created

Last reply

Replies

1.1k

Views

57.3k

Users

45

Frequent Posters

thambu thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Elite Thumbnail + 6
Posted: 19 years ago

Originally posted by: desi_chick05

a aa ...
tumhari adao pe main vari vari
tumhari adao pe main vari vari

har ek baat hain jaise
meethi karaari
tumhari adao pe main vari vari
tumhari adao pe main vari vari

haa..
chalate ho jo naino ke baan tikhe
nishaana tumh aaisa kaha se ho sikhe
ke dil mein kasak ho magar pyari pyari
tumhari adao pe main vari vari
tumhari adao pe main vari vari

aaa...
kabhi ek chaman tha main jisko kali thi
ke phoolon ke sejo pe hi palegi
na bechain din thein na betaab raatein
na tumse mili thi main tab hi bhali thi
badi mehangi mujhko padi tumse yaari
tumhari adaao pe main vari vari
har ek baat hain jaise meethi karaari
tumhari adao pe main vari vari
main vari vari
chalate ho jo naino ke baan tikhe
nishaana tum aaisa kaha se ho sikhe
ke dil mein kasak ho magar pyari pyari

vaari ..
main vaari vaari
tumhari adao pe main vaari vaari

RITUuuuuuuuuuu.....Awwww...shukriya yaar...😃

Nice song....mera fvrt bhi hai....

thambu thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Elite Thumbnail + 6
Posted: 19 years ago
Sure...Deepal...sure...you are always welcome
feel free to post as many songs as possible
until you open your own thread...
thambu thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Elite Thumbnail + 6
Posted: 19 years ago
kisise tum pyaar karo
toh phir izhihar karo
kahin na phir der ho jaaye
kahin na phir der ho jaaye

yahin toh dil churane ka
andaaz hota hai...

kisise tum pyaar karo
toh phir izhihar karo
kahin na phir der ho jaaye
kahin na phir der ho jaaye

yahin toh dil churane ka
andaaz hota hai... 😉



Reema_J thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 19 years ago
Awww... I love that song Thameem! Akki! 😳

O Nach Le
Na Na Nach Le
O Chal Taal Taal ach Le
O Soniye Heere Motiye
O Chal Haath Thaam Chak Le
O Nach Le Nach Le
O Chal Taal Taal Nach Le
O Soniye Heere Motiye
O Chal Haath Thaam Chak Le
Darana Kya Oy Oy
Ham Tere Oy Oy
Hain Rabba Sang Tere
O Nach Le
Ve Saiyaan Saiyaan
Ve Saiyaan

Dharti Ka Zarra Main
Ambar Ka Hai Taara Vo
Phir Bhi Yeh Mel Ho Gaya
Khamosh Thi Vo Haseen
Humne Bhi Kaha Naheen
Aankhon Mein Hi Khel Ho Gaya
Ve Saiyaan
Dharti Ka Zarra Main
Ambar Ka Hai Taara Vo
Phir Bhi Yeh Mel Ho Gaya
Khamosh Thi Vo Haseen
Humne Bhi Kaha Naheen
Aankhon Mein Hi Khel Ho Gaya

Ye Hai Qamaal-E-Ulfat
Naazaan Hai Dil Pe Kudrat
Zanzeer Na Deewarein
Na Roke Koi Taaqat

Milan Ki Dhun Jo Lage
To Phir Duniya Na Dikhe
Jale Hon Shole Raahon Men
Lage Hon Kaante Paanon Men
Sochana Kya
Phir To Chale Vahaan Jahaan Lai Chala Hamadam

Teri Nigaahon Ka Saaya Mila Mujhe
To Mili Hain Ye Saari Khushiyaan
Teri Duaaon Se Hi Mere Armaanon Ki Bhi
Ab To Sajegi Duniya
Hai Farz Ye Hamaara
Aur Haan Sada Rahega
Utthi Jo Tujhape Talawaar
Sar Apana Hi Katega
Chhad Ab Saare Bawaal
Achchha Sa Mahoorat Nikaal
Bana Ke Tujhako Dulaha
Chalenge Tere Sasuraal
Baaje Dham-Dham Dhol
Aur Nacha Baind Sabako Chham-Chham
Reema_J thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 19 years ago
G rocks!

Dilruba maana hai kaatil teri adaa
Laakhon hain aashiq tujhpe fida
Humko bhi tu aazmaana
Jaan-e-jaan ek baar meri baahon mein aa
Tujhko sikha doon hai pyaar kya
Aur kya hai dil ka lagaana
Main deewana hoon main deewana
Aise jaane na doonga jaana
Youn na humse nazrein churaana
Hoga humse hi dil lagaana
Dilruba maana hai kaatil teri adaa
Laakhon hain aashiq tujhpe fida
Humko bhi tu aazmaana
Jaan-e-jaan ek baar meri baahon mein aa
Tujhko sikha doon hai pyaar kya
Aur kya hai dil ka lagaana
Main deewana hoon main deewana
Aise jaane na doonga jaana
Youn na humse nazrein churaana
Hoga humse hi dil lagaana

Dena, dena kisi na kisi ko hai
Mera saath de de tu
Khona, khona kabhi na kabhi to hai
Yeh dil aaj kho de tu
Itna sa bas mujhpe ehsaan kar de tu
Apni jawaani mere naam kar de tu
Dena, dena kisi na kisi ko hai
Mera saath de de tu
Yeh haseen pal, youn na khona
Door mujhse ab tu na hona
Faasle aaja mita de, lag jaa gale
Mauka mile ya phir na mile
Yeh pal haseen na gawaana
Main deewana hoon main deewana
Aise jaane na doonga jaana
Youn na humse nazrein churaana
Hoga humse hi dil lagaana

Aaja, aaja honthon se laga ke
In zulfon se kheloon main
Na jaa, na jaa jaana tarsa ke
Aa baahon mein le loon main
Tere in aakhon se kaajal chura loon main
Gore badan pe sitaare saja doon main
Aaja, aaja honthon se laga ke
In zulfon se kheloon main
Dhadkane ab badh rahi hain, hadd se guzarne ko keh rahi hain
Bekhabar jaaoge bach ke humse kidher
Paaoge humko jao jidher
Jo chaahe kar lo bahaana
Main deewana hoon main deewana
Aise jaane na doonga jaana
Youn na humse nazrein churaana
Hoga humse hi dil

Main deewana, na nazrein chura na
Haan main deewana, jaane na doonga jaana
Main deewana hoon main deewana
Aise jaane na doonga jaana
Youn na humse nazrein churaana
Hoga humse hi dil lagaana
Main deewana hoon main deewana
Aise jaane na doonga jaana
Youn na humse nazrein churaana
Hoga humse hi dil lagaana
Reema_J thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 19 years ago
Mm mm mm, mm mm mm mm
Mm mm mm mm mm mm, mm mm mm mm, mm mm mm mm
Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai - 2
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
La la la la la la, la la la la la la
Kuch paakar khona hai, kuch khokar paana hai
Jeevan ka matlab to aana aur jaana hai
Do pal ke jeevan se ek umr churaani hai

Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai

Ek pyar ka nagma hai

Tu dhaar hai nadiya ki, main tera kinaara hoon

Tu mera sahaara hai, main tera sahaara hoon
Aankhon mein samandar hai, aashaaon ka paani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai

Ek pyar ka nagma hai

Toofaan to aana hai, aakar chale jaana hai
Baadal hai yeh kuch pal ka, chhaakar dhal jaana hai
Parchhaaniyan reh jaati, reh jaati nishaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
doly_455 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago

wow reema......i love the g..song..........he totally rocks..........

1 more by him....sweet 1

zindagi zindagi kya tera roop hai
tu kabhi chav hai aur kabhi dhoop hai...2

kabhi lagti hai tu mujhko akeli
kabhi lagti hai tu mere saheli
kabhi lagti hai bheed mein gungunati
kabhi lagti hai tu gum sum paheli........
zindagi zindagi......

tu hi mera dil hai
tu hi meri saasein
tu hi meri dhadkan
tu hi meri aakhen
tujhe dekhne ko tarasti hai aakhen
tujhe dekhna ab meri bebasi hai...........

zindagi zindagi ya tera roop hai....tu kabhi chav hai aur kabhi dhoop hai....

Edited by doly_455 - 19 years ago
Evilgenius_S.S™ thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 19 years ago
😃 gr88!! 1st ofm all thnx Thammeem dat u lyk my choice of sngs..! dis topic really rockz...n i think k isse mera level zra senior mmbr se mayb BADH jaye!! 😉
AS u all knw k ajkal SAWAN season hai....to...!! yes m gonna write 4 all of u sawan (rain) sngs..njoy n b :-)
Evilgenius_S.S™ thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 19 years ago
Hmmmmmm...
Rimjhim Gire Sawan
Sulag Sulag Jaaye Mann
Bheege Aaj Is Mausam Mein
Lagi Kaisi Yeh Agan

Rimjhim Gire Sawan
Sulag Sulag Jaaye Mann
Bheege Aaj Is Mausam Mein
Lagi Kaisi Yeh Agan
Rimjhim Gire Sawan

Jab Ghunghroon Si Bajti Hain Boondein
Armaan Hamare Palken Na Moondein
Jab Ghunghroon Si Bajti Hain Boondein
Armaan Hamare Palken Na Moondein
Kaise Dekhen Sapne Nayan
Sulag Sulag Jaaye Mann
Bheege Aaj Is Mausam Mein
Lagi Kaisi Yeh Agan
Rimjhim Gire Sawan

Mehfil Mein Kaise Kehden Kisise
Dil Bandh Raha Hai Kis Ajnabi Se
Mehfil Mein Kaise Kehden Kisise
Dil Bandh Raha Hai Kis Ajnabi Se
Haaye Karen Ab Kya Jatan
Sulag Sulag Jaaye Mann
Bheege Aaj Is Mausam Mein
Lagi Kaisi Yeh Agan
Rimjhim Gire Sawan
Sulag Sulag Jaaye Mann
Bheege Aaj Is Mausam Mein
Lagi Kaisi Yeh Agan
Rimjhim Gire Sawan
----
1 of my fav... sngs of rain season!! v.beautifully sung by Kishore-da!
Evilgenius_S.S™ thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 19 years ago
Ghanan ghanan ghanan
Ghanan ghanan ghir ghir aaye badra
Ghane ghan ghor kaare chhaye badra
Dhamak dhamak goonje badra ke danke
Chamak chamak dekho bijuriya chamke

Mann dhadkaaye badarwa


Mann mann dhadkaaye badarwa
Kaale megha, kaale megha paani to barsaao


Kaale megha, kaale megha paani to barsaao
Bijuri ki talvaar nahin, boondon ke baan chalaao
Megha chhaaye, barkha laaye

Ghir ghir aaye, ghirke aaye
Kahe yeh mann machal machal
Na yun chal sambhal sambhal

Gaye din badal, tu ghar se nikal

Barasne waala hai ab amrit jal

Duvidha ke din beet gaye
Bhaiya malhaar sunaao

Ghanan ghanan
ghir ghir aaye badra
Ghane ghan ghor kaare chhaye badra
Dhamak dhamak goonje badra ke danke
Chamak chamak dekho bijuriya chamke
Mann dhadkaaye badarwa
Mann mann dhadkaaye badarwa

Ras agar barsega, kaun phir tarsega
Koyaliya gaayegi baithi mundero par
Jo panchhi gaayenge, naye din aayenge
Ujaale muskuraa denge andhero par
Prem ki barkha mein bheege bheege tan mann
Dharti pe dekhenge paani ka darpan


Jayiyo tum jahan jahan

Dekhiyo vahan vahan

Yahin ek samaa


Ki dharti yahan

Hai pehne saat rangon ki chunariyaan

Ghanan ghanan ghir ghir aaye badra
Ghane ghan ghor kaare chhaye badra
Dhamak dhamak goonje badra ke danke
Chamak chamak dekho bijuriya chamke
Mann dhadkaaye badarwa

Mann mann dhadkaaye badarwa

Pedon par jhoole daalo, aur oonchi peng badhaao

Kaale megha, kaale megha paani to barsaao

Kaale megha, kaale megha paani to barsaao

Bijuri ki talvaar nahin, boondon ke baan chalaao

Hey eh eh eh, hm mm mm mm
Mm mm mm mm, oh oh oh oh


Aayi hai raat matwaali, bichhaane hariyali
Yeh apne sang mein laayi hai saawan ko
Yeh bijuri ki paayal, yeh baadal ka aanchal
Sajaane laayi hai dharti ki dulhan ko

Daali daali pehnegi phoolon ke kangan
Sukh ab barsega aangan aangan

Khilegi ab kali kali, hansengi ab gali gali

Hawa jo chali to rut lagi bhali

Jalaa de jo tan mann voh dhoop dhali

Ghanan ghanan ghanan

Kaale megha, kaale megha paani to barsaao

Paani to barsaao

Bijuri ki talvaar nahin, boondon ke baan chalaao

Boondon ke baan chalaao
Ghanan ghanan ghir ghir aaye badra
Ghane ghan ghor kaare chhaye badra
Dhamak dhamak goonje badra ke danke
Chamak chamak dekho
Ghanan ghanan ghanan

Related Topics

Music Corner Thumbnail

Posted by: LizzieBennet

4 months ago

What song are you listening to right now?

Hey music buffs! Do you often wake up with a song/ piece of music in your head that seems hard to shake off and keeps playing in your head like...

Expand ▼
Music Corner Thumbnail

Posted by: LizzieBennet

8 months ago

Your Voice, Your Song: Thread # 2

Calling all vocalists and musicians!! Listening to music nourishes your soul - sure - but singing a song, feeling the lyrics and the emotions...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".