ye hamare bare mein kya discussions ho rahi hai...? hame bhi tho pata chale....
ye aap logoun ki baatein hume kuch samajh nahi aaya...😕
kya hai ye...? Thambu ko bhi tho batao na...😳
APAHARAANN 24.10
🏏India tour of Australia, 2025: Australia vs India, 3rd ODI, Sydney🏏
PLAN CHANGED 25.10
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 25th Oct 2025 - WKV
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 25, 2025 Episode Discussion Thread
Leap & Separation!
AT - Abhishek Bajaj 🐐 Humara Bajaj ❤️
Actor Satish Shah Passes Away
Akash & Isha Ambani s birthday celebration in Jamnagar.
🏠Caption Writing Contest -Bring Pictures to Life!🏠 RESULTS
Ayan told Karan he blundered leaving Dharma
I'm disgusted
Sunny Deol accuses few actors of corporate bookings
Abhinav Kashyap about Aamir & Saif
Sooooo Happy with This Weeks Elimination
Ram Aur Shyam By Anees Bazmi
ye hamare bare mein kya discussions ho rahi hai...? hame bhi tho pata chale....
ye aap logoun ki baatein hume kuch samajh nahi aaya...😕
kya hai ye...? Thambu ko bhi tho batao na...😳
Ahaaa......kya baath hai...mazaa aagaya😃
zaroor! lekin usne abhi tak bataya nahin ke usse samajh me aaya ya nahin!
agar na samajh aaya ho toh phir samjha denge!!
okie..sanaa...All the best 👍🏼
Isse woh gaana yaad aagaya....Enjoy😊😃
ya ali reham ali
ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
ya ali madad ali
ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi
ishq pe mita doon luta doon
main apani khudi
yaar pe haan luta doon mita doon
main yeh hasti
ya ali reham ali
ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
ya ali madad ali
ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi
mujhe kuchh pal de purvat ke
faki hampe chahat ke
rahe bechain dil kab tak
milen kuchh pal toh raahat ke
chahat pe ishq pe haa mita doon luta doon
main apani khudi
yaar pe ha luta doon mita doon
main yeh hasti
ya ali reham ali
ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
ya ali madad ali
ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi
bina tere na ek pal ho na bin tere kabhi kal ho
yeh dil ban jaaye pathhar ka na ismein koi hulchul ho
sanam pe ha ishq pe ha mita doon luta doon
main apani khudi
kasam se ha luta doon mita doon
main yeh hastii
ya ali reham ali
ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi
ya ali madad ali
ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi
aisa hi kuch lagta hai....😊
Im glad ke aapko mazaa aaya!
Lekin lagta hai Reema ko mazaa nahin aaraha hai! Reema ji itni der lagti hai kya?? Mujhe toh thodi bhi der nahin lagi samajh ne mein! Zara mere point of view se aakar dekho; shayad samajh aajaye!
Originally posted by: heart girl
😆😆OMG!😆😆 haha main usme tumhare sig or avi ki tarah galtiyan nikalti rahoongi!😆 most worst situtaion will b wen i ll say this is not romantic(shair😆)😉
Mere sig aur avi mein ghalatiyaan?! Kabhi nahin! Aur us mein bhi nahin hongi, meri pasand jo tehre ga! 😆 OMG...aisa mat kehna please! 😆
Yeh kya ho raha hain yahaan?! Meri bohot baatein ho rahi hain! 😳 😆
Jee haan!!!
can i ask ke tum kahaan thi?? bina bataye chali gayi!!