Song starting with HUM - Page 8

Created

Last reply

Replies

130

Views

109.5k

Users

34

Frequent Posters

sameen thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 19 years ago
#71
hum hain raahee pyaar ke hum se kuchh naa boliye
jo bhee pyaar se milaa, hum usee ke ho liye

dard bhee humei kabool chain bhee humei kabool
hum ne har tarah ke fool haar mein piro liye

dhoop thee naseeb me, dhup mein liyaa hain dam
chaandanee milee to hum chaandanee mein so liye

dil pe aasaraa kiye, hum to bas yoo hee jiye
yek kadam pe has liye, yek kadam pe ro liye

raah mein pade hain hum kab se aap kee kasam
dekhiye to kam se kam boliye naa boliye
sameen thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 19 years ago
#72
Hum hain rahi pyaar ke, humse kuchh na boliye
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Hum usi ke ho liye
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye

Dard bhi hamein qubool, chaina bhi hamein qubool
Humne har tarah ke phool, haar mein piro liye
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Hum usi ke ho liye
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye

Doop thi naseeb mein, dhoop mein liya hai dum
Doop thi naseeb mein to dhoop mein liya hai dum
Chandni mili to hum, chandni mein so liye
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Hum usi ke ho liye
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye

jasunap thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
#73
hum ummm hm hm hm hm aa aa aa chale gaye
hum bekhudi mein tum ko pukaare chale gaye
hum..
hum bekhudi mein tum ko pukaare chale gaye
saagar mein zindagi ko utaare chale gaye
hum..

dekha ki yeh tumhe hum banke deewana (2)
utara ho nasha to hum ne yeh jaana
saare woh zindagi ke sahaare chale gaye
hum bekhudi mein tum ko pukaare chale gaye
hum..

tum to na kaho hum khud hi se khele (2)
doobe nahin humi yoon nashe mein akele
sheeshe mein aap ko bhi utaare chale gaye
hum bekhudi mein tum ko pukaare chale gaye
saagar mein zindagi ko utaare chale gaye
hum..
jasunap thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
#74
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin
Woh Cheez Jise Dil Kehte The
Woh Cheez Jise Dil Kehte Hain
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin
Woh Cheez Jise Dil Kehte The
Woh Cheez Jise Dil Kehte Hain
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin

Umeed Bhi Ajnabee Lagti Hai
Aur Dard Paraya Lagta Hai
Umeed Bhi Ajnabee Lagti Hai
Aur Dard Paraya Lagta Hai
Aaine Mein Jisko Dekha Tha
Bichda Hua Saaya Lagta Hai
Aaine Mein Jisko Dekha Tha
Bichda Hua Saaya Lagta Hai
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin
Woh Cheez Jise Dil Kehte The
Woh Cheez Jise Dil Kehte Hain
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin

Na Jaane Khana Chhod Aaye Hai
Woh Shaks Jise Hum Jaante The
Na Jaane Khana Chhod Aaye Hai
Woh Shaks Jise Hum Jaante The
Aahat Bhi Sunaye Deti Nahin
Parchayi Se Hum Pehchaante The
Aahat Bhi Sunaye Deti Nahin
Parchayi Se Hum Pehchaante The
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin
Woh Cheez Jise Dil Kehte The
Woh Cheez Jise Dil Kehte Hain
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin
Woh Cheez Jise Dil Kehte The
Woh Cheez Jise Dil Kehte Hain
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin
SalK thumbnail
Explorer Thumbnail
Posted: 19 years ago
#75
Hum hain is pal yahan
jane ho us pal kahan
hum rahe na rahe
rahengi sada yaha
pyaar ki ye dastan
sunege sada jise
ye zamin asman
😊
jasunap thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
#76
Hum deewane yu mile hai pyaar ki in raho main - 2
chahatein hai toot jaye ek duje ki baahon main - 2) -2
Hum deewane yu mile hai pyaar ki in raho main

Har nazar se tumhe hum bachake rakhe
dhadkannon main kahi aa chupake rakhe
sirf tumko mangte hai
aajkal hum duwaoon main
chahatein hai toot jaye ek duje ki baahon main
Hum deewane yu mile hai pyaar ki in raho main - 2

Tumse wada raha
saath chodenge na
mar bhi jayenge toh haath chodenge na
himmato se hil uthe hai
phool jalti fizaoon main
chahatein hai toot jaye ek duje ki baahon main
Hum deewane yu mile hai pyaar ki in raho main - 2
chahatein hai toot jaye ek duje ki baahon main
Hum deewane yu mile hai pyaar ki in raho main - 2
IBserenity thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 19 years ago
#77
Hum rahe ya na rahe kal
Kal yaad aayenge yeh pal
Pal, yeh hain pyaar ke pal
Chal, aa mere sang chal
Chal, soche kya
Chhoti si hai zindagi
Kal mil jaaye to hogi khushnaseebi
Hum rahe ya na rahe, yaad aayenge yeh pal
jasunap thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
#78
hum jab honge saat saal ke, aur tum hogi pachpan ki
bolo preet nibhaaogi na, tab bhi apne bachpan ki

Aries23 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 19 years ago
#79
Hum toh bhai jaise hain, waise rahenge
Ab koyi khush ho, ya ho khafa, ham nahin badlenge, apni adaa
Samjhe na samjhe koyi ham yahi kahenge
Hum toh bhai jaise hain, waise rahenge
jasunap thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
#80
hum aur tum aur yeh samaa kya nasha nasha sa hai
boliye na boliye sab suna suna sa hai
hum aur tum aur yeh samaa kya nasha nasha sa hai

beqaraar se ho kyon hum ko paas aane bhi do
gir padaa jo haath se woh rumaal uthaane bhi do
bante kyon ho jaane bhi do (2)
hum aur tum aur yeh samaa kya nasha nasha sa hai
boliye na boliye sab suna suna sa hai

Related Topics

Music Corner Thumbnail

Posted by: LizzieBennet

5 months ago

What song are you listening to right now?

Hey music buffs! Do you often wake up with a song/ piece of music in your head that seems hard to shake off and keeps playing in your head like...

Expand ▼
Music Corner Thumbnail

Posted by: LizzieBennet

8 months ago

Your Voice, Your Song: Thread # 2

Calling all vocalists and musicians!! Listening to music nourishes your soul - sure - but singing a song, feeling the lyrics and the emotions...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".