betaabiyon ke sharaare beetche hain
yeh saawan ki rimjhim jhadi hain
kadam bekhudi mein behakne lage hain
yeh madhoshiyon ki ghadi hain
barsaat ke din aaye. mulaqat ke din aaye
hum soch mein the jinke us raat ke din aaye
barsaat ke din aaye barsaat ke din aaye
jalte rahe hum khayalo ke lau se, sahi humne barso judaai
cham cham barasti suhani ghata ne, ajab si agan hain lagai
barsaat ke din aaye. mulaqat ke din aaye
hum soch mein the jinke, us raat ke din aaye
barsaat ke din aaye, barsaat ke din aaye
77