--MALE--
(Kya hua tera waada
Woh kasam, woh iraada) - 2
Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera waada
Woh kasam, woh iraada 😳
--FEMALE--
Bhoolega dil jis din tumhe😳
Woh din zindagi ka aakhri din hoga 😳
Kya hua tera waada
--MALE--
Yaad hai mujhko, tune kaha tha
Tumse nahin roothenge kabhi😃
Dil ki tarah se haath mile hain
Kaise bhala chhootenge kabhi 😳
Teri baahon mein beeti har shyaam
Bewafa yeh bhi kya yaad nahin 😳
Kya hua tera waada
Woh kasam, woh iraada 😳
Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera waada
Woh kasam, woh iraada
Oh kehne waale mujhko farebi
Kaun farebi hai yeh bata
Woh jisne gham liya pyaar ki khaatir
Ya jisne pyaar ko bech diya
Nasha daulat ka aisa bhi kya
Ke tujhe kuch bhi yaad nahin
Kya hua tera waada
Woh kasam, woh iraada
Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera waada
Woh kasam woh irada
wow!! its my fav again😳..Tareef karoon kya uski jisne tumhe banaya😛😆
yeh chaand sa roshan chehra
zulfon ka rang sunehra
yeh jheel si neeli aankhen
koi raaz hai inme gehera
tareef karoon kya uski jisne tumhe banaya😛
77