okie dokie 😳 😳
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 17, 2025 Episode Discussion Thread
🏏T20 Asia Cup 2025: UAE vs Pak, 10th Match, Group A at Dubai🏏
BACK TO MUSSORIE 17.9
HEALING SHUROO 18.9
Premiere - The Ba***ds Of Bollywood
Akash Ambani constantly holding radhika's hand and waist
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 18th Sept 2025
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 18, 2025 Episode Discussion Thread
Soo EMA or SR?
Anupamaa 17 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Abhi-Ash Separation Rumours Is Garbage
🏏T20 Asia Cup 2025: AFG vs SL, 11th Match, Group B at Abu Dhabi🏏
Deepika Removed From Kalki 2
Bollywood Celebrates Modi's 75th Birthday
The Ba***ds Of Bollywood - Reviews
Abhishek reminds me of young Puneet Issar
And Ranveer Singh was never the same anymore after that day
ABC Pulls Jimmy Kimmel Off Air for Charlie Kirk Comments
Who is more beautiful? Mariah Carey or Kareena Kapoor?
Buddhiya ki Nautanki
YUP! 😃 I know, time for some very happy songs, maybe some romantic ones too! 😆
ye daulat bhii le lo, ye shoharat bhii le lo
bhale chhiin lo mujhase merii javaanii
magar mujhako lautaa do bachapan kaa saavan
vo kaagaz kii kashtii, vo baarish kaa paanii
--Jagjit--
muhalle kii sabase nishaanii puraanii
vo budhiyaa jise bachche kahate the naanii
vo naanii kii baaton mein pariyon kaa deraa
vo chahare kii jhuriryon mein sadiyon kaa pheraa
bhulaae nahiin bhuul sakataa hai koi
vo chhotii sii raaten vo lambii kahaanii
--Chitra--
kadii dhuup mein apane ghar se nikalanaa
vo chidiyaa vo bulabul vo titalii pakadanaa
vo gudiyaa kii shaadii mein ladanaa jhagadanaa
vo jhuulon se giranaa vo gir ke sambhalanaa
vo piital ke chhallon ke pyaare se tohafe
vo tuutii hui chuudiyon kii nishaanii
--Jagjit--
kabhii ret ke unche tiilon pe jaanaa
gharaunde banaanaa banaake mitaanaa
vo maasuum chahat kii tasviir apanii
vo kvaabon khilaunon kii jaagiir apanii
na duniyaa kaa gam thaa na rishton ke bandhan
badii khuubasuurat thii vo zindagaanii
--CHORUS-- Chaandni raat taaron ki baaraat hai Dil ki mehfil sajaane mein kya der hai, kya der hai Dhadkanein dil ki shehnaaiyaan ban gayi Ab to saajan ke aane mein kya der hai, kya der hai --FEMALE-- Meri zindagi mera pyaar yaad aa raha hai Aane waala hai jo, voh yaad aa raha hai (Saajan saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa Aakar mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa) - 2 --CHORUS-- Aa jaa, aa jaa, aa jaa --FEMALE-- O, meri zindagi mera pyaar yaad aa raha hai Aane waala hai jo, voh yaad aa raha hai Saajan saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa Aakar mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa --CHORUS-- Aa jaa, aa jaa, aa jaa --FEMALE-- Paayal kaajal kangan daaman, saare tujhe bulaaye Aa jaa saajan, aa jaa tere apne tujhe bulaaye Aa jaa aa jaa, saajan aa jaa Mere mehboob, mere hamsafar Tujhko kya pata, hai tujhe kya khabar Ehsaan tere kitne hai mujhpar Rab pe yakeen hai jitna, utna hai tujhpar --CHORUS-- Aa jaa, aa jaa, aa jaa --FEMALE-- Mera mehboob mera sanam aa raha hai Hum to mar hi chuke the, phir janam aa raha haiSaajan saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa Aakar mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa --CHORUS-- Aa jaa, aa jaa, aa jaa --FEMALE-- Chunri meri rangeen hui hai tere rang se saajan Aakar rang de mera ang ang apne rang se saajan Aa jaa aa jaa, saajan aa jaa Tumse vafaayein bahut main karoongi Kasam teri ab yeh dil kisi ko na doongi Aa tujhe bata doon mere dil mein kya hai Dil lene waale tujhe jaan apni doongi --CHORUS-- Aa jaa, aa jaa, aa jaa --FEMALE-- Dhadkanein badh rahi hai, voh kareeb aa raha hai Khushnaseebi banke mera voh naseeb aa raha hai Saajan saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa Aakar mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa --CHORUS-- Chaandni raat taaron ki baaraat hai Dil ki mehfil sajaane mein kya der hai, kya der hai Dhadkanein dil ki shehnaaiyaan ban gayi Ab to saajan ke aane mein kya der hai, kya der hai
I love this whole song, but my favorite lines are in bold!!! 😳
Saanson Ki Zaroorat Hai Jaise Zindagi Ke Liye
Saanson Ki Zaroorat Hai Jaise Zindagi Ke Liye
Zindagi Ke Liye
Zindagi Ke Liye
Bas Ek Sanam Chaahiye Aashiqui Ke Liye
Jaam Ki Zaroorat Hai Jaise
Jaam Ki Zaroorat Hai Jaise Bekhudi Ke Liya
Haan Ek Sanam Chaahiye Aashiqui Ke Liye
Bas Ek Sanam Chaahiye Aashiqui Ke Liye
Waqt Ke Haathon Mein Sabki Takdeerein Hain
Waqt Ke Haathon Mein Sabki Takdeerein Hain
Aaina Jhootha Hai Sachee Tasveerein Hain
Jahan Dard Hai Vahin Geet Hai
Jahan Pyaas Hai Vahin Meet Hai
Koi Na Jaane Magar Jeene Ki Yahi Reet Hai
Saaz Ki Zaroorat Hai Jaise
Saaz Ki Zaroorat Hai Jaise Mausiki Ke Liye
Bas Ek Sanam Chaahiye Aashiqui Ke Liye
Manzilein Haasil Hain Phir Bhi Ek Doori Hai
Bina Humraahi Ke Zindagi Adhoori Hai
Milegi Kahin Koi Raahguzaar
Tanha Katega Kaise Ye Safar
Mere Sapne Ho Jahan
Dhoondhoon Main Aisi Nazar
Chaand Ki Zaroorat Hai Jaise
Chaand Ki Zaroorat Hai Jaise Chaandni Ke Liye
Bas Ek Sanam Chaahiye Aashiqui Ke Liye
Saanson Ki Zaroorat ...
Ab Tere Bin Jeelenge Hum
Zahar Zindagi Ka Peelenge Hum
Kya Hua Jo Ek Dil Toot Gaya
Kya Hua Jo Ek Dil Toot Gaya
Ab Tere Bin Jeelenge Hum
Zahar Zindagi Ka Peelenge Hum
Teri Aashiqui Bhi Kya Rang Layi
Wafa Maine Ki Tune Ki Bewafai
Meri Bhool Thi Main Ye Kya Chahta Tha
Kisi Bewafa Se Wafa Chahta Tha
Tu Jaane Kya Bekaraari
Bedard Bemuravvat
Ja Sangdil Haseena
Dekhi Teri Mohabbat
Ab Maine Jaana Tujhko Beraham
Ab Tere Bin Jeelenge Hum
Zahar Zindagi Ka Peelenge Hum
Sanam Tod Deta Mohabbat Ke Vaade
Agar Jaan Jaata Main Tere Iraade
Kise Maine Chaaha
Kahan Dil Lagaya
Main Naadaan Tha Kuchh Samajh Hi Nahin Paaya
Mere Aansuon Ke Moti
Aankhon Se Behta Paani
Mere Toote Dil Ke Tukde
Tere Pyaar Ki Nishaani
Kaisa Main Bhoolonga Tere Sitamb
Ab Tere Bin Jeelenge Hum
Zahar Zindagi Peelenge Hum
Kya Hua Jo Ik Dil Toot Gaya
Kya Hua Jo Ik Dil Toot Gaya
Ab Tere Bin Jeelenge Hum
Zahar Zindagi Peelenge Hum
Jeelenge Hum
Jeelenge Hum
Jeelenge Hum
Jeelenge Hum..
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Koi Rehta Hai Vo Ho Tum
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Koi Rehta Hai Vo Ho Tum
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Betaabi Kya Hoti Hai Poochho Mere Dil Se
Betaabi Kya Hoti Hai Poochho Mere Dil Se
Tanha Tanha Lauta Hoon Main To Bhari Mehfil Se
Mar Na Jaoon Kahin
Mar Na Jaoon Kahin Hoke tumse Juda
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Koi Rehta Hai Vo Ho Tum
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Tanhai Jeene Na De Bechaini Tadpaaye
Tanhai Jeene Na De Bechaini Tadpaaye
Tumko Main Na Dekhoon To Dil Mera Ghabraye
Ab Mujhe Chhodke
Ab Mujhe Chhodke Door Jaana Nahin
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Koi Rehta Hai Vo Ho Tum
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Koi Rehta Hai Vo Ho Tum
(main duniya bhulaa duungaa, teri chaahat mein) - 2
o dushman zamaanaa, mujhe na bhulaanaa
main khud ko mitaa duungaa terii chaahat mein
(main duniyaa bhulaa duungii, terii chaahat mein)
teraa saath chhuutaa, ye vaadaa jo tuutaa
main khud ko mitaa duungii, terii chaahat mein
main duniyaa bhulaa duungaa ...
merii saansen, terii Kushabuu
mere dil mein, terii dhadakan
merii mahafil, terii baaten
merii aankhen, tere darapan
(bin tere kuchh bhii nahiin main) - 2
main har Gam uthaa luungii ...
main duniyaa bhulaa duungaa, terii chaahat mein
siine se, lag jaa tuu, main huun teraa, diivaanaa
mujhe tujhase, milane se, rokegaa, kyaa zamaanaa
(chodungaa na saath teraa) - 2
main saba kuchh lutaa duungaa ...
Tu Meri Zindagi Hai
Tu Meri Har Khushi Hai
Tu Hi Pyar Tu Hi Chaahat
Tu Hi Aashiqui Hai
Tu Meri Zindagi Hai
Tu Meri Har Khushi Hai...
Pehli Mohabbat Ka Ehsaas Hai Tu
Bujh Ke Jo Bujh Na Paai, Vo Pyaas Hai Tu
Tu Hi Meri Pehli Khwahish
Tu Hi Aakhri Hai
Tu Meri Zindagi Hai
Tu Meri Har Khushi Hai...
Har Zakhm Dil Ka Mere, Dil Se Dua De
Khushiyaan Tujhe Gham Saare, Mujhko Khuda De
Tujhko Bhula Na Paaya
Meri Bebasi Hai
Tu Meri Zindagi Hai
Tu Meri Har Khushi Hai...
Hey music buffs! Do you often wake up with a song/ piece of music in your head that seems hard to shake off and keeps playing in your head like...
Calling all vocalists and musicians!! Listening to music nourishes your soul - sure - but singing a song, feeling the lyrics and the emotions...
77