SING A SONG - Page 52

Created

Last reply

Replies

9.6k

Views

375.2k

Users

117

Frequent Posters

kuljit thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
Pal bhar ke liye koi humme pyaar kar le
Jhoota hi sahi
Do din ke liye koi ikraar kar le
Jhoota hi sahi
Pal bhar ...

Humne bahut tujhko chup chupke dekha - 2
Dil pe khichi hai tere kaajal ki rekha
Kaajal ke rekha bani laxman ki rekha
Ho Ho Ho Ho kaajal ki rekha ...
Ram mein kyun tune rawan ko dekha - 2
khade khidki pe . a ae ae ae ae ae
Khade khidki pe jogi sweekar kar le
Jhoota hi sahi
Pal bhar ...

Hema: La La La ... pyaar kar le

Kishore: Jhoota hi sahi
(Dheere se jade tere nain bade,
Jis din se lade tere dar pe pade) - 2
Sun Sunkar teri nahi nahi
Jaa ...
Apni nikal jaye naa kahi
Jara haan kah de meri jaan kah de
Meri jaan kah de jara haan kah de
Jab raain pade nahi chain pade
nahi chain pade jab raain pade

Mana tu saare haseeno se haseen hain -2
Apni bhi soorat buri tho nahi hai -2
Kabhi tu bhi
O kabhi tu bhi humara deedar kar le
Jhoota hi sahi
Reema_J thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 19 years ago
( Hum Hain Iss Pal Yahan, Jaane Ho Kal Kahan
Hum Miley Na Miley, Hum Rahey Na Rahey
Rahegi Sadaa Yahan, Pyar Ki Ye Dastan
Sunenge Sadaa Jise,Yeh Zameen Asmaan )…(2)

Rang Dhal Jaate Hai, Din Badal Jaate Hai
Raatein So Jati Hai, Raahen Kho Jaati Hai
Pyar Khota Nahin, Pyar Sota Nahin
Pyar Dhalta Nahin, Haan Badalta Nahin

Hum Hain Iss Pal…Yeh Zameen Asmaan …(2)

Hum Jahan Aaye Hain, Meherbaan Saaye Hain
Hum Yahaan Khwaabon Ke, Karwaan Laaye Hain
Dhadkane Hain Jawaan, Ga Raha Hain Samaa
Pighli Pighli Si Hain, Mehki Tanhaiyan

Hum Hain Iss Pal…Yeh Zameen Asmaan …(2)


Reema_J thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 19 years ago
Kyaa dil ne kahaa Kyaa tum ne suna...(2)
Palken juki hai saasein ruki hai koyi hume pukare
Anjaani raahein thaami hai baahein hum hi nahin humare
Oh yaara Kyaa dil ne kahaa Kyaa tum ne suna
Kyaa dil ne kahaa Kyaa tum ne suna
Milte bichadte yun chalte chalte hum ho gaye tumhaare
Kaisa asar hai hum bekhabar hai badle hai yeh sitaare
Oh yaara Kyaa dil ne kahaa Kyaa tum ne suna
Kyaa dil ne kahaa Kyaa tum ne suna

Tanha tanha jeete the khud se baatein karte the
Tumsa koyi mil jaayega dil pe likhte rehte the
Tanha tanha jeete the khud se baatein karte the
Tumsa koyi mil jaayega dil pe likhte rehte the
Dil pe yeh likhte rehte the
Nazrein churana lage suhana baali umra hai jaana
Oh yaara Kyaa dil ne kahaa Kyaa tum ne suna
Kyaa dil ne kahaa Kyaa tum ne suna

Oh main to baavra hoon sorry kaliyon ki karta chori
Baandhe kyon preet ki dori rehne de thodi doori
Oh main to baavra hoon sorry kaliyon ki karta chori
Baandhe kyon preet ki dori rehne de thodi doori
Rehne de thodi si doori
Are teri tu jaane maine hai bandhe saatho janam ke dhaage
Oh yaara Kyaa dil ne kahaa Kyaa tum ne suna
Kyaa dil ne kahaa Kyaa tum ne suna
Palken juki hai saasein ruki hai koyi hume pukare
Anjaani raahein thaami hai baahein hum hi nahin humare
Oh yaara Kyaa dil ne kahaa Kyaa tum ne suna
Kyaa dil ne kahaa Kyaa tum ne suna


thambu thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Elite Thumbnail + 6
Posted: 19 years ago

Originally posted by: kuljit

Pal bhar ke liye koi humme pyaar kar le
Jhoota hi sahi
Do din ke liye koi ikraar kar le
Jhoota hi sahi
Pal bhar ...

Humne bahut tujhko chup chupke dekha - 2
Dil pe khichi hai tere kaajal ki rekha
Kaajal ke rekha bani laxman ki rekha
Ho Ho Ho Ho kaajal ki rekha ...
Ram mein kyun tune rawan ko dekha - 2
khade khidki pe . a ae ae ae ae ae
Khade khidki pe jogi sweekar kar le
Jhoota hi sahi
Pal bhar ...

Hema: La La La ... pyaar kar le

Kishore: Jhoota hi sahi
(Dheere se jade tere nain bade,
Jis din se lade tere dar pe pade) - 2
Sun Sunkar teri nahi nahi
Jaa ...
Apni nikal jaye naa kahi
Jara haan kah de meri jaan kah de
Meri jaan kah de jara haan kah de
Jab raain pade nahi chain pade
nahi chain pade jab raain pade

Mana tu saare haseeno se haseen hain -2
Apni bhi soorat buri tho nahi hai -2
Kabhi tu bhi
O kabhi tu bhi humara deedar kar le
Jhoota hi sahi

yes..."jonny mera naam" it's picturised with dev anand and hema malini....it's my favrt too

thank u kuljit I like old songs also.. it seems you have nice collection😛

Reema_J thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 19 years ago
Suraj Hua Madham
Chand Jalne Laga
Aasma Yeh Hai
Kyo Pigalne Laga

Suraj Hua Madham
Chand Jalne Laga
Aasma Yeh Hai
Kyo Pigalne Laga

Main Tehra Raha
Zamin Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil
Saans Thamne Lagi

Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

Suraj Hua Madham
Chand Jalne Laga
Aasma Yeh Hai
Kyo Pigalne Laga

Main Tehri Rahi
Zamin Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil
Saans Thamne Lagi

Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

Hai Khoobsurat Yeh Pal
Sab Kuch Raha Hai Badal
Sapne Haqeeqat Mein Jo
Dhal Rahe Hai

Kya Sadiyon Se Purana
Hai Rishta Yeh Hamara
Ke Jis Tarah Tum Se Ham
Mil Rahe Hai

Mili Rahe Hum Har Dam
Pyaar Ka Mausam
Yuhi Milo Humse
Tum Janam Janam

Main Tehra Raha
Zamin Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil
Saans Thamne Lagi

Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

Tere Hi Rang Se
Yun Mein To Rangi O Sanam
Paake Tujhe
Khudse Yun Kho Rahi Hoon Sanam

O Mahiya Main Tere Ishq Mein
Haan Doob Ke
Par Mein Ho Rahi Hoon Sanam

Saagar Hua pyaasa
rat jagne lagi
sholo ke dil mein bhi
aag jalni lagi

Main Tehri Rahi
Zamin Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil
Saans Thamne Lagi

Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

Suraj Hua Madham
Chand Jalne Laga
Aasma Yeh Hai
Kyo Pigalne Laga
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

kuljit thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
(dil jo bhi kahey maane ab tum bhi ham bhi
bas pyar ko pehchaane ab tum bhi ham bhi) - 2
gaaye zindagi har ghadi ek nayi dilnashi dhun koi pyar ki
baatein ham karey dhundta rehta hain dil jise aaise dildar ki
mashhoor hue afsaane ke ham tum hain deewane
kai gaate prem tarane ham bhi ho tum bhi ho

har pal dekho toh har har pal kitna hasin hain
pagal tumhara dil paagal hain ke nahi hain
hum tum toh chale apne pyar bhare sapne is gagan ke tale
yahi hamne toh samjha hain
mashhoor hue afsaane ke ham tum hain deewane
kai gaate prem tarane ham bhi ho tum bhi ho

ho milke hain wahi mazil ke raahi chale hain
khilke rahenge phool dil ke ham jo miley hain
khushiyo ki dhup hain aao tum bhi muskurao
badlo jo roop hain aankh milake tay karna hain
mashhoor hue afsaane ke ham tum hain deewane
kai gaate prem tarane ham bhi ho tum bhi ho

dil jo bhi kahey maane ab tum bhi ham bhi
bas pyar ko pehchaane ab tum bhi ham bhi
gaaye zindagi har ghadi ek nayi dilnashi dhun koi pyar ki
baatein ham karey dhundta rehta hain dil jise aaise dildar ki
mashhoor hue afsaane ke ham tum hain deewane
kai gaate prem tarane ham bhi ho tum bhi ho
Reema_J thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 19 years ago
Dekha Jo Tum Ko Yeh Dil Ko Kya Hua Hai
Meri Dhadkanon Pe Yeh Chhaya Kya Nasha Hai
Dekha Jo Tum Ko Yeh Dil Ko Kya Hua Hai
Meri Dhadkanon Pe Yeh Chhaya Kya Nasha Hai
Mohabbat Ho Na Jaaye Deewana Kho Na Jaaye
Sambhalu Kaise Isko Muhje Tu Bata
Mohabbat Ho Na Jaaye Deewana Kho Na Jaaye
Sambhalu Kaise Isko Muhje Tu Bata
Dekha Jo Tum Ko Yeh Dil Ko Kya Hua Hai
Meri Dhadkanon Pe Yeh Chhaya Kya Nasha Hai

Bheegi Bheegi Alko Se
Chori Chori Palko Se
Kyon Mera Sapna Churaye
Jhuki Jhuki Ankhiyon Se
Dheeri Dheeri Batiyon Se
Kyon Mujhe Apna Banaye
Meri Nazron Pe Chhaye
Khushboo Ke Jaise Aaye
Mera Tan Mann Mehkaaye
Sasoon Mein Yeh Pal Pal
Jaane Kaise Hulchul
Kuch Bhi Samajh Mein Na Aaye
Sharat Ho Na Jaaye, Mohabbat Ho Na Jaaye
Sambhalu Kaise Isko Muhje Tu Bata
Sharat Ho Na Jaaye, Mohabbat Ho Na Jaaye
Sambhalu Kaise Isko Muhje Tu Bata

Meri Hai Yeh Mushkil
Ab To Yeh Mera Dil
Bas Mein Huzoor Nahi Hai
Itna Bata De Mujhe
Kaise Samjaaon Tuje
Mera Yeh Kasoor Nahin Hai
Chaahe Hum Chaahe Bhi To
Pehre Lagaye Bhi To
Kaise Din Raat Ko Roke
Aag Bina Yeh Jale Zor Na Koi Chale
Kaise Jazbaat Ko Roke
Yu Chaahat Ho Na Jaaye Mohabbat Ho Na Jaaye
Sambhalu Kaise Isko Muhje Tu Bata
Yu Chaahat Ho Na Jaaye Mohabbat Ho Na Jaaye
Sambhalu Kaise Isko Muhje Tu Bata
Dekha Jo Tum Ko Yeh Dil Ko Kya Hua Hai
Meri Dhadkanon Pe Yeh Chhaya Kya Nasha Hai
Mohabbat Ho Na Jaaye Deewana Kho Na Jaaye
Sambhalu Kaise Isko Muhje Tu Bata
Mohabbat Ho Na Jaaye Deewana Kho Na Jaaye
Sambhalu Kaise Isko Muhje Tu Bata

kuljit thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago

Originally posted by: thameem

yes..."jonny mera naam" it's picturised with dev anand and hema malini....it's my favrt too

thank u kuljit I like old songs also.. it seems you have nice collection😛



thx
thambu thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Elite Thumbnail + 6
Posted: 19 years ago

Originally posted by: Reema_J

( Hum Hain Iss Pal Yahan, Jaane Ho Kal Kahan
Hum Miley Na Miley, Hum Rahey Na Rahey
Rahegi Sadaa Yahan, Pyar Ki Ye Dastan
Sunenge Sadaa Jise,Yeh Zameen Asmaan )…(2)

Rang Dhal Jaate Hai, Din Badal Jaate Hai
Raatein So Jati Hai, Raahen Kho Jaati Hai
Pyar Khota Nahin, Pyar Sota Nahin
Pyar Dhalta Nahin, Haan Badalta Nahin

Hum Hain Iss Pal…Yeh Zameen Asmaan …(2)

Hum Jahan Aaye Hain, Meherbaan Saaye Hain
Hum Yahaan Khwaabon Ke, Karwaan Laaye Hain
Dhadkane Hain Jawaan, Ga Raha Hain Samaa
Pighli Pighli Si Hain, Mehki Tanhaiyan

Hum Hain Iss Pal…Yeh Zameen Asmaan …(2)


nice song your selection is unique....thank u Reema_j😊

kuljit thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
--FEMALE 1--
Kajra mohabbat waala ankhiyon mein aisa daala
Kajre ne le li meri jaan
Haai re main teri qurbaan

--FEMALE 2--
Duniya hai mere peechhe, lekin main tere peechhe
Apna bana le meri jaan
Haai re main tere qurbaan

--FEMALE 1--
Kajra mohabbat waala ankhiyon mein aisa daala
Kajre ne le li meri jaan
Haai re main teri qurbaan
Aayi ho kahan se gori aankhon mein pyaar leke - 2
Chadhti jawaani ki pehle bahaar leke
Dehli shaher ka saara meena bazaar leke - 2
Jhumka bareli waala kaanon mein aisa daala
Jhumke ne le li meri jaan
Haai re main tere qurbaan

--FEMALE 2--
Duniya hai mere peechhe, lekin main tere peechhe
Apna bana le meri jaan
Haai re main tere qurbaan
Motor na bangla maangoon, jhumka na haar maangoon - 2
Dil ko chalaane waale dil ka qaraar maangoon
Saiyyaan bedardi mere thoda sa pyaar maangoon - 2
Kismat bana de meri, duniya basa de meri
Kar le sagaai meri jaan
Haai re main tere qurbaan

--FEMALE 1--
Kajra mohabbat waala ankhiyon mein aisa daala
Kajre ne le li meri jaan
Haai re main teri qurbaan
Jab se hai dekha tujhko, ho gaye ghulaam tere - 2
Apna bana le gori, aayenge kaam tere
Apna yeh jeevan saara likh denge naam tere - 2
Kurta yeh jaali waala, us par motiyan ki maala
Kurte ne le lie meri jaan
Haai re main teri qurbaan

--FEMALE 2--
Duniya hai mere peechhe, lekin main tere peechhe
Apna bana le meri jaan
Haai re main tere qurbaan

--FEMALE 1--
Kajra mohabbat waala ankhiyon mein aisa daala
Kajre ne le li meri jaan
Haai re main teri qurbaan

--FEMALE 2--
Duniya hai mere peechhe, lekin main tere peechhe
Apna bana le meri jaan
Haai re main tere qurbaan

--FEMALE 1--
Kajra mohabbat waala ankhiyon mein aisa daala
Kajre ne le li meri jaan
Haai re main teri qurbaan

--FEMALE 2--
Duniya hai mere peechhe, lekin main tere peechhe
Apna bana le meri jaan
Haai re main tere qurbaan

ASHA BHOSLE AND SHAMSHAD BEGUM

Related Topics

Music Corner Thumbnail

Posted by: LizzieBennet

4 months ago

What song are you listening to right now?

Hey music buffs! Do you often wake up with a song/ piece of music in your head that seems hard to shake off and keeps playing in your head like...

Expand ▼
Music Corner Thumbnail

Posted by: LizzieBennet

8 months ago

Your Voice, Your Song: Thread # 2

Calling all vocalists and musicians!! Listening to music nourishes your soul - sure - but singing a song, feeling the lyrics and the emotions...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".