Mujhe na ab nani ka monologue chahiye.. Jisme vo viru ki raisi aur uske rutbe ke baare mai soche aur shocked ho.. Ki usko isne kya samjh liya aur ye to kya hai..ππ
Aur pur bhi mukhiyain thi..ππ
Sara time bas shekhavat ki ameeri ki baat karti hai na.. Ab viru ke rutbe ke baare mai isko andaza lagna chahiye..ππ
Kya ye mil sakta hai..π³