Ab ke karu bawari, tanne doosre aadmi ke saath dekh kar manne bahut jalan hoti hai, andar hi andar main kuddtaa rehta hoon...raat bhar neend na aati manne,
Ab yo doori aur naaraazgi dono mere se sehen na ho rahi hai...ab yo sab khatam kar...maaf karde manne!
Maaf karde apne Kroor Singh ko!'
Tab bhi nahi jab maini yo kahoon ki main Sakshi ta bahut pyaar karta tha. Ib mere dil mein uski jagah tanne le li hai.
Tu haathi na, sherni hai