Originally posted by: Srilata.Mineil
Pata nahi yaar saba ka saki ke liye jo pyaar hai usme mukhi nahi saki Purvi ka pyaar lagti hai kahin saki us aadmi ko na maare purvi ko aise chine ke liye ..
Ho sakta hai 😧
Saba ko sakshi ko devi jo banaana hai.....